Sunday, August 4, 2013

Sunan Ibn Majah

BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM

Urdu Translation:
Jarer bin Abdullah Radi Allahu anhu farmatey hain ki RASOOLLALLAH sallallahu alaihi wasallam ke pass baithey they Aapney chohadwi Raat ke chaand ki taraf dekha aur farmaya ki anqareeb tum Apney RAB ko is tarah dekhogey jis tarah tum us chand ko dekhtey ho ki tumko uskey dekhney mein kisi qism ki Dushwari nahi hoti agar tum taqat rakhtey ho to Suraj Nikalney aur Ghurub honey se pahley Namaz se maghlub na ho jao (yani Namaz parha karo) phir Quran ki ye Aayat parhi|
وَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ قَبْلَ طُلُوعِ الشَّمْسِ وَقَبْلَ الْغُرُوبِ|

Aur paki bayan kijiye Apney RAB ki Hamd ke saath, Aaftab ke Nikalney se pahley aur Ghurub honey se pahley.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 177

English Translation:

Narrated: Jarir bin Abdullah Peace be upon him “We were sitting with the Messenger of Allah Peace be upon him He Peace be upon him looked at the moon, which was full, and said, 'Indeed, you will see your Lord as you see this moon. You will not feel the slightest inconvenience and overcrowding in seeing Him. If you have the power not to be overcome and to say this prayer before the sun rises and before it sets, then do that' Then he recited: “And glorify the praises of your Lord, before the rising of the sun and before (its) setting.”(Qaf 50:39)
Sunan Ibn Majah, Vol1, # 177
 

No comments:

Post a Comment