Sunday, August 4, 2013

Allah ki rah mein

Hadith: (Allah ki rah mein) Kharch kiya kar, gina na kar taki tumhey bhi gin ke na miley……

Asma Radiallahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (Allah ki rah mein) kharch kiya kar, gina na kar taki tumhey bhi gin ke na miley aur jod ke(chupa ke) na rakho taki tumse bhi allah taala (Apni naimaton ko) na chupa le.
Sahih Bukhari, 2591

English Translation:
Hadith : Give (in Allah’s way ) and do not give reluctantly..
Narrated Asma Radiallahu anha : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Give (in Allah’s way) and do not give reluctantly lest Allah should give you in a limited amount; and do not withhold your money lest Allah should withhold it from you."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 47, No. 764:

No comments:

Post a Comment