Monday, August 29, 2011

HAZRAT ALI RUZI ALLAH TALA ANHO

ager koi tumhara dil dukhae to naraz na hona kyu ke ye qudrut ka Qanon hai ke jis drakht pe ziada meetha Fal hota hai usy log ziada Pather marte hai.(HAZRAT ALI RUZI ALLAH TALA ANHO

Dil SE Imaan Ki chahat ko juda Rakkha hai

Dil SE Imaan Ki chahat ko juda Rakkha hai..Naam Ka khud ko Musalman bana Rakkha Hai…Gairo Ne paa Liya Quraan Se Manzil Ka Pata..Afsos Humne Quraan Almari Me Saja Rakkha Hai..Allah Hume Kasrat Se Tilawate Quran Karne Ki Taufiq Ata Farmaye..Aamin

Maa ka Hum Se Aitraam kya hoga

Maa ka Hum Se Aitraam kya hoga…Maa ki godh se badhkar Qayaam Kya Hoga…jis Maa ke Kadmo me Ho Jannat..Socho Us Maa Ke "sar" ka Mukaam Kya hoga.

jism ki tandrusti

jism ki tandrusti "NAMAZ"mein hai
- dil ki taquat TILAWAT-E-QURAN mein haii
- dimagh ki quwat ZIKER-E-ELAHI mein hai
- rooh ki rahat DUROOD SHARIF mein hai

The beautiful word is ALLAH

The beautiful word is ALLAH, Most beautiful song is AZAN, Best exercise is NAMAZ, World perfect book is QURAN, And You are so lucky if YOU are a MUSALMAN

Quran main

Quran main 30 Paaray, 114 Sorat, 544 Ruko, 86430 Kalmaat, 333760 Harf, 6666 Ayaat, 2584 baar *ALLAH* ka naam, 26 Nabiuo ka Zikar ore 14 Sajday hein.

FAJR improves ur beauty

FAJR improves ur beauty , ZUHR increases income, ASAR increases health, MAGHRIB makes a good future for ur children, and ISHA provides peaceful sleep : WHAT ELSE DO U NEED IN LIFE

Imaan ki Shama Dil Me jala ke sote

Imaan ki Shama Dil Me jala ke sote hoge.chirag-e-fikr bujha ke sote hoge..jannat ko bhi Rahta hai unka intezaar..jo Apni Maa ke pair daba ke sote hoge.

A...Allah se daro

A...Allah se daro... B...Bismillah se shuro karo... C...Chugli mat karo... D...Deen seekho... E...Eilum hasil karo... F...Farz ada karo... G...Gussa mat karo... H...Haj ada karo... I...Ibadat karo... J...Jahannum ki Aag se bacho... K....Kalma pado... L...Laa ilaha illalha... M...Muhammad ur rasool Allah... N...Namaz pado... O...Omar ka lihaz karo... P...Parda karo... Q...Quran pado... R...Roza rakho... S...Shukar ada karo... T...Tauba karo... U...Ummeed rakho... V...Vazoo karo... W...Waqt ka lihaz karo... X...Xtra nafil pado... Y...Yakeen karo Allah per... Z...Zikr Allah ka karo...

tumhari Namaz parhi jayee

Kal fursat na mili to kya karo ge,
Itni mohlat na mili to kya karo ge,
Roz kehte ho kal parhon ga namaz,
Kal agar saans na rahi to kya karo ge…
Rasam se sunnat achi,
Neend se namaz achi,
Gunah se neki achi,
Bazar se masjid achi
Fazool baton se quran ki tilawat achi,
Gheebat se zikar acha,
Delete se forward acha..
Namaz jo hum par farz kar di gayi hai....
Fajar....bister main
Zohar..naukri main
Asar.....chaye main
Maghrib...rastey main
Esha......tv main
Jumma.... sonay main
Eid.....bazaaron main
Na Durood, Na Quran.... Yeh Kaisa Hai (Musalman) ?
Phir kahtay ho q nahin hai Allah hum par meharban to Namaz parhao is say pahlay k tumhari Namaz parhi jayee.....

sub say accha wo waqt hai jo namaz main guzre

*sub say accha wo waqt hai jo namaz main guzre*
- *insano ki bina garz khidmat karna insaniyat ki meraj hai*
- *jo shuks ALLAH say darta hai wo kabhi badla nahi leta*
- *insan apni toheen maaf karsakta hai bhool nahi sakta*
- *saccha insan dunya main hamyesha kamyab rehta hai*
- *har hal main khush rehna zinda dili ki alamat hai*
- *bura na hona bhi naiki hai*
- *jis say muhabat ki jaye us say muqabla nahi kiya jata *
- *kabhi na girna koi kamal nahi balki gir kar sunbhal jana kamal hai*
- *ALLAH hamyesha subar karny walo k satha hota hai*
- *kisi ko pa lyena mhabat nahi balk kisi k dil main apny liye jagha bna lyna muhabat hai*
- *soch amal ki rooh hai*
- *jab dil totta hai to kisi ko pta nahi chalta kuk dil k tottny ki awaz nahi hoti*
- *jo muhabat ko thukraye wo is bewaqoof ki mannend hai jis ny ghar aii dolat ko thukraya*
- *kisi ka dil mut dukhaoo kuk tumhary seeny main bhi dil hai*
- *hamyesha such bolo kuk such main rahat hai*
- *humari muskrahat ka taluq kismat say hai jab kismat muskrati hai to hum muskraty hai*
- *agr app kisi ko acha kam nahi sikha sakty to bura kam bhi na sikhaoo*

Every creature, be he big (a Prophet) or small

"Every creature, be he big (a Prophet) or small (a non-Prophet) is more lowly than even a cobbler before the glory of Allah".
( Mawlana Ismaeel Dehalvee) HIMSELF explained what/ who are "BIG CREATION"

" Har Makhlooq bada ho ya chota wa Allah ki shaan ke aagey chamaar se bhee zaleel hai" (Taqwiyatul iman Pg 21)

Translation : Every creature , be he BIG or small is more lowly than even a cobbler before the glory of Allah.

Now the question raised by Brother Atif: KI it is not written prophet anywhere and gave the reference.

A few pages later, the author of Taqwiyatul Iman ( Mawlana Ismaeel Dehalvee) HIMSELF explained what/ who are "BIG CREATION".

"Yani insan aapas mein sab bhai hain. Jo bada buzurg hai wa bada bhai hai,so uskee badey bhai ki see tazeem kijiye aur malik sab ka Allah hai bandagee us ko chahiye.Is hadees sey maloom hua ki awliya wa ambiya,imam wa imam zadey peer wa shaheed YANI JITANEY ALLAH ke Muqarrib bandey hain,wah sab insaan hee hain aue bandey aajiz aur hamaray bhai.Magar Allah ney inko badayee dee ,wah Badey bhai huey. Hum ko inakee farmabardaree ka hukm kiya hai.Hum insay chotey hain , so in kee tazeem insannon ki see karnee chahiye"

Translation
" It means all human beings are brothers to each other. The one who has higher status he is like an elder brother, so he should me respected like an elder brother and Allah is the owner of everything and He alone should be worshipped. From this hadith we come to know that Awliya and Ambya, Imam and their sons, spritual guides and martyrs, that is ALL THOSE WHO ARE CLOSER to Allah, every one is a human being and powerless and our brother.BUT ALLAH HAS MADE THEM BIG CREATION/ elevated their status, they are like elder brother. We are told to obey them. We are lower than them, hence these should be respected like human beings".

This makes it very clear that from where did Allama Okarvee ( and all the sunni authors) take that meaning of BIG CREATION as ambiya and awliya.

It is not a fabrication. Not a mistranaltion. It has only provided that information present some where else in the same book.

I showed only 1 such place where Ismaeel Dehalvee explained what/ who are ' bigger creation". There are so many place in taqwiyatul Iman where Ismaeel dehalvee has explained that Bigger creations are prophets and Awliya.

Also , the word Chamar does mean " Cobbler' . But it is known to all urdu readers that it is the sense of usage which gives meaning. The word chamar is used ONLY FOR disrespect/humiliation. So a man , might shouut on his friend and say' why are you dirty like a Chamar', even though the ' chamar' ( cobler) in their area might be having an AC shop and he might be very clean.

Yes , for those who have till now , not read taqwiyatul Iman , might ask the same question which Brother Atif has explained and asked.

All those sunni authors have read taqwiyatul Iman and they know which word has been used for which purpose.

Allah Hame Sahi Rah aur jo bilkul sahi hai usper chalne aur usi per kaim rehne ki taufeeq de AAmeen!!

The deobandi author is trying to praise Ismail

The deobandi author is trying to praise Ismail Dehlavi who said

In Salah, thought of intercourse with your wife or evil temptation of adultery is better, and to think about a Shaykh or a pious person even thinking about the Holy Prophet is much worse than thinking of your own donkey or oxen." [Siraat-e-Mustaqeem, persian, p.86)

Let us see, what Ashraf Ali Thanvi says:

Question: [By Abdul Majid Daryabadi, disciple and Khalifa of Ashraf Ali thanvi]

Is it permissible for me to imagine you during salah for concentration?

Answer [ By Ashraf Ali Thanvi]

It is correct as long as you do not disclose this to other people”
( Hakimul Ummat page 54)

Khato per 786 likhna kaisa hai?


Masla Number 1:- Kya farmate hai ki ulmae deen is masle mein k apne khaton wagaira k lau per 786 likhte hai jabke sunnat Bismillahirrahmanirraheem likhna hai jaise k unke dawat namo se zahir hai jo huzoor aqdas sallahoalaihe wassalam ne eitrafojwanib k salateen k naam bheje the 786 ek gintee hai ye. Bismillah ki jagah nahi le sakti aur ye kehna k 786 bismillah ka adad hai is liye hum us ko bismillah ki jagah likhte hai. Is liye sahi nahi k yahi aidad "hare krishna" k bhi hai aaj kal wahabhi log is per aitraz kar rahe hai.

-------------------------------------------------------------------------------


Al-Jawab

Ye sahi hai k khaton wagaira ki ibtedae tasmiya se karna sunnat hai. Magar ye sunnate maukada nahi k us ka nahi likhna mamnu ho aur uski aadat gunah ho. Sunnat gair maukada hai k agar koi amal kare to sawab paiga lekin khaton wagaira ko log laparwahi se idhar udhar phaink dete hai jis se beadbi hoti hai. aur bismillah shareef quran ki ayat hai jise be wazu choona bhi jaiz nahi

irshaad hai " La yamustohu illah motahharun " use sirf wahi log chue jo khoob paak ho. jis per gusl wajib na ho wo bhi khoob pak nahi, khoob pak us waqt hoga jabke bawazu ho. Khat k peshani per Bismillah shareef likhi hogi to be wazu logon ka haat pad jayega. fir dakkhane k dareeche jo kahton ko bheje jaate hai un khaton ki kya durgat banti hai wo sab ko maloom hai. Dakkhane wale un per paon bhi rakh diya karte hai fir umoomam wo mushrekeen hote hai. ye mushrekeen letter box se nikal lete hai intehai battamizi se us per mohre marte hai thailiyon mein band karte hai. ghaseette hue jahan chate hai le jaate hai. hatta k us per baithte bhi hai. fir yahi mushrekeen apne hatho se use chantte hai.

kya ye sab allah ke asmai mobarak k aur quran majeed ki aayaton ki be adbiyan nahi. Kya kisi musalman ko ye jaiz hai k allah azzojal k asmaye mubarak ke ya quran majeed ko is tarah gair k haathon mein de de. Ulma ne to ayahan tak likha hai ki Quran Majeed ko kuffar ki bastiyon mein na le jayen k uska andesha hai k kahin dushman k haath na lag jaye aur kuffar us ki be hurmati na karne lagen.

To jab khaton mein uska andesha hi nahi balke yaqeen hai k zaroor us ki be hurmati hogi to isliye ahle sunnat ne kahton per Bismillah Shareef likhne ko pasand nahi farmaya. ye masla (yani tasleem suda) Qiada hai k kisi cheez mein nafa wa nuqsaan dono ho to usko tark kar diya jaaye jalbe munafa (yaani munafa k hasil karne) par zarar ka door karna munasib hai.

--------------------------------------------------------------------------------

Gawah hai DEobandi ekabereen taweezein likhte the aur un taweezon k uper 786 likhte the aur taweezon mein bhi sirf aidad likhte the agar asmaye mubarak k aidad mein koi asro faida na hota to deobandi ekabir use kyun likha karte the.

fir ye cheez muslemil saboot yani maani hui mashaikh se maurusi taur per chali aa rahi hai. hatta k deobandi aur gair mukledeen k mashtar k peshwa aur mastand shah wali allah sahab aur shah abdul aziz sahab mohadas dehalwi rehmatullah tala alaihuma bhi taweezein likha karte the jo sirf aidad hi se pur hoti thi. Her hurf ko uske adad k saath ek abtini rabz yani poshida taluq hai jise ahle kashaf yani gahib ki baton ko zahir karne walon ne daryaft kiya. ye aisa nahi k kisi ne ankalpacho (yani sirf andaaz) se use bana liya gaya ho. yahi wajah hai k huroof k aidad naji ki tarteeb se nahi balke uski tarteeb alag hai jo abjad hauz hati mein mazkur hai balke Qazi bezawi k irshaad se pata chalta hai k allah azzojal aur huzoor aqdas salallahoalaihewasallam ne bhi aidad ka aitbar farmaya.

-------------------------------------------------------------------------------
Alif-Lam-Meem maqtaat qurania ki bahas mein likhte hai
-------------------------------------------------------------------------------
ya ye huroof qaumon ki madad se miaad ki taraf ishara hai jumle k hisab se jaisa k usko abulalia ne kaha us hadees se dalil late hue k yahud huzoor aqdas salallahoalaihe wasalam ki khidmat mein hazir hue to huzoor ne (Surae Baqrah) ka

"Alif-Lam-Meem"

padh kar sunaya unhone uska hisaab lagaya aur kaha hum is deen mein kaise dakhil hon jis ki muddat 71 saal hai. Ye sunker rasulallah salallahoalihewasslam muskuraye jis per yahud ne kaha. Kya uske alawa bhi kuch aur hai? Huzoor salallahoalaihewassalam ne padha

"Alif-Lam-Meem-Shwad" "Alif-Lam-Ra" "Alif-Lam-Meem-Ra"

ye sunker yahud ne kaha aapne hamari sochi huyi baat ko maat kar diya hum nahi jante ke un mein se kisko le.

Allama baizawi farmate hai huzoor aqdas salallahoalaihewasallam ka us tarteeb ye padh ker yahud ko sunana aur unhone jo hisab lagaya tha rad na karna uski dalil hai ye qaumon ki miaad bata dene k liye hai.

iska tehat sheikh zada mein hai. huzoor ka un suraton k shru karne ko aql yani kam tadaad walon k baad padha k is qaul k jawab mein kya iske alawa kuch aur hai? aur aise hi huzoor ka unke astanmbat yani nateeja akhaj karne ko maan lena aur us per inkar n karna is baat per lalat karta hai huzoor k nazdeek bhi us se ishara madat ki taraf hai.

In sabka hasil ye hai k

"Alif-Lam-Meem" k adad 71 hai jab huzoor salallahoalaihewassallam ne ye telawat ki to us adad ka lihaz kar k yahud ne kaha us din ka muddat 71 saal hai is liye k jumle k hisaab se "Alif-Lam-Meem" ke "71" adad hai agar aidad ka aitbar kuch nahi tha to huzoor farma dete k tum kya bakte ho huroof k aidad ka koi aitbaar nahi ye kaladam (na hone ki tarah) hai. balke huzoor ne tarteeb wa urdu sire maqtaat padhe wo bhi us tarteeb se k pehle chote aidad k padhe fir bade aidad k maslan "Alif-Lam-Meem-Shwad" iske aidad 161 hai fir "Alif-Lam-Ra" jiske aidad 231 hai fir Alif-Lam-Meem-Ra jiske aidad 271 hai aur ye qiada moqarra (yani shabit suda) hai k jab huzoor k saamne koi baat kahi jaye aur use huzoor roo na farmaye to hadees marfoo hai aur yahan sirf sakoot hi nahi balke unhe ilzaam dene k liye tarteeb waar maqteaat ki telawat bhi hai

is se sabit ho gaya k hroof k un makhsoos aidad ka aitbar khud huzoor aqdas salallahoalaihe wasallam se sabit hai aur ye "munazzal min allah" (yani allah ki taraf se nazil kiya gaya) bhi hai.

The Obligatory (Farz) Acts in Prayer:

An obligatory act is one that cannot be left out from Prayer, as it renders the Prayer void. There is no expiation for forgetting an obligatory act. The only solution is to offer the entire Prayer again.

There are seven Obligations in Prayer:

The “Takbeer-e-Tahreemah” i.e. pronouncing "Allahu Akbar" (Allah is the Greatest). This is in fact one of the conditions of Prayer, but it has such a close relation with the actions of Prayer that it is also considered one of the Obligations of Prayer. If any of the conditions of Prayer are absent at the time of pronouncing “Takbeer-e-Tahreemah”, the Prayer will become void. If the Follower (Muqtadi) pronounces "Allah" along with the “Imaam”, but finishes saying "Akbar" before the “Imaam” does, then his Prayer will be void. If the follower finds the “Imaam” in bowing position, he must first say the “Takbeer-e-Tahreemah”, then again pronounce “Takbeer” and join the “Imaam” in bow. If a person secures the bow in the first “Rakaat”, he will get the reward of the “Takbeer Oola”.
Qiyaam (standing upright) is obligatory in Prayer. The person must remain standing as long as the Quran is being recited. Qiyaam will only be excused if the person cannot stand, or is unable to prostrate, or the illness may get aggravated or if the pain is unbearable. It is not permitted to forego standing due to ordinary fever or bearable pain. Its importance can be understood from the fact that if the patient can stand in Prayer with the help of a stick, or a servant or by leaning next to a wall, it becomes obligatory to do so. Further, if the patient can stand for a little while it becomes obligatory to stand and say "Allahu Akbar" and then complete the rest of the Prayer while seated.
Recitation of Quran. It is obligatory to properly pronounce each alphabet and vowel in such a manner that each one becomes distinct from another, and to recite it in such a way that the reciter can hear it. Just moving the lips does not suffice for recitation. Recitation means to recite with a voice loud enough to be heard at least by oneself. If there is no noise around (such as rain, moving machinery) and yet one cannot hear one's own recitation, then it will make the Prayer void. It is obligatory to recite one complete verse in the first two Cycles (Rakaats) of Obligatory (Farz) Prayer, and in every Rakaat of Witr and Voluntary (Nafil) Prayers. Since the recitation by the “Imaam” suffices for all, it is prohibited for the follower to recite behind the “Imaam”, whether the “Imaam” is reciting audibly or softly (inaudible to others).
Ruku or bowing. The minimum requirement for Ruku is to bend at least to the extent that if one extends the hands they would reach the knees. The best is to straighten the back horizontally to the ground with the head in line, and the hands holding the knees.
Sujood i.e two prostrations in each “Rakaat”. The essence of prostration is that the forehead and the nose bone must touch the ground. Keeping the under portion of one toe of each foot upon the ground is a condition in prostration. If the feet are lifted from the ground or if only the tip of the toes touch the ground during the entire prostration, the Prayer will become void.
Qaadah Akhirah or the Last Sitting Position. It is obligatory to sit in this position after completing all Cycles (Rakaats) for a period during which one can recite the entire “Tashahhud”. If one offers Sajdah Sahv (the prostrations upon forgetting an Essential act) it becomes obligatory to again remain seated for the same length of time in which one can recite the entire “Tashahhud”.
Khurooj bisun'ihi - that is to proclaim "Salaam" (peace) towards both sides, to end and exit from Prayer.

It is obligatory to maintain the chronological order in offering Qiyam, Ruku, Sujood, Qirat, and Qaadah Akhirah. Further it is obligatory to follow the “Imaam” in all obligatory matters.

Women's Mode of Prayer.

Women's Prayer differs from that of men in the following respects:-

Before beginning Prayer the woman should make sure that (other than her face, palms and the soles of her feet) her entire body is properly covered with opaque clothes. If she offers Prayer in thin clothes which reveal the colour of the skin or the shine of her hair, it will render the Prayer void. It is obligatory to also hide the neck, ears, hair-locks hanging from the head, and the wrists.
If any part of the body (other than her face, palms and the soles of her feet) is exposed up to one fourth of its area, and she proclaims the “Takbeer” without hiding it, then the Prayer will be deemed to have not started at all. If one fourth or more of it gets exposed during the Prayer for a time in which "Subhaanallah" can be recited thrice, it will render the Prayer void.
While saying “Takbeer Tahreemah” (Allahu Akbar) a woman should raise her hands only up to her shoulders (and not up to the ears) and should not take them out of her cloak.
In the Qiyaam, she should place her left palm on the middle of her chest and the right palm over the left.
While bowing, she should only bow a little, enough for her hands to touch her knees, without holding them. The fingers should be kept straight. She should stand with her knees slightly bent, and her arms close to her body.
She should perform the prostration with her body drawn together i.e. she should keep the abdomen joined with the thighs, the thighs with the calves, the shins with the ground, the arms to the sides and the wrists spread on the ground. Further, instead of keeping the feet upright, both feet should be spread out towards the right.
While in Qaadah, instead of keeping the right foot upright, both feet should be slid out towards the right, with her sitting on the left foot.
For women, praying in a room is better than praying out in the courtyard, and praying in a basement is better than praying in a room. (Abu Dawud)

hazrat Ali

Jab Meri Dua Qubool Hoti hai to mai Khush Hota Hu..kyu ki isme Meri Marzee hai.Aur Agar Qubool Nahi hoti hai to Aur bhi zyda Khush hota hu kyuki isme Allah ki marzee hai
(hazrat Ali )

Nabi Nabi

chaman chaman ki dilkashi
gulo ki hai wo taazgi
wo chand jis se shabnami
wo kaikasha ki roshni
aur fazao ki wo raagni
hawao ki wo nagmani
hai kitan pyara naam bhi
..Nabi Nabi Nabi Nabi
Nabi Nabi Nabi Nabi
Nabi Nabi ..

Allah Rabbul izzat

Allah Rabbul izzat kitna kareem aur Maherbaan hai.Hamari Ibadat aur Takwa Humare chere se zahir karta hai.Magar Humare gunha doosro se chupata hai...

Hazrat Fatima_tuz_Zahra

AURAT Agar Beti hai tu Rehmat!
Agar Biwi hai tu Shohar k Nisf Iman ki Waris!
Agar Maa hai tu is k Qadmon taley Jannat!
Lekin!
Hazrat Fatima_tuz_Zahra(رضي الله تعالٰي عنه ) ki Shaan to dekhiye ke
...Us Baap k liye Rehmat jo Khud "Rehmat-ul-Lil Aalameen" hain!
Us Shohar k liye Nisf Iman jo Khud Kamil-e-Iman hain!
Aur Aap k Qadmon main Un Beton ki Jannat hai jo Khud, Jannat k Sardar hain....

9 cheezen jin

Wo 9 cheezen jin mai Allah pak ne bohat shifa rakhi hai..

1. Quran.

2. Sadqa....

3. Sila Rehmi.

4. Sura Fatiha

5. Month Of Safar

6. Honey.

7. Kalonji.

8. ZumZum.

9. Zaitoon...

Pasandida Cheez

Huzur Akram Sallollahu-Aliehi-Wassalam ki Pasandida Cheez :

Kaddu,
...Sirka,
Zaitoon ka Tail,
Khajoor,
Harira,
Shehad,
Loki Ghosht,
Kharbuza,
Anjeer,
Namak.

JUMMA Jesa Koi Din Nahi

ZAMZAM" Jesa Koi Pani Nahi.
"NAMAZ" Jesi Koi Ebadat Nahi.
"HAJJ" Jesi Koi Ziyarat Nahi.
"ISLAM" Jesa Koi Mazhab Nahi.
"QURAN" Jesi Koi Kitab Nahi.
......"MADINE" Jesa Koi Sheher Nahi.
"KALME" Jesi Koi Dolat Nahi.
"DURUD PAK"Jesa Koi Khazana Nahi.
Aur
"JUMMA" Jesa Koi Din Nahi.

HAZRAT

Ustaad ki maar baap k pyar se achi hai
[HAZRAT LUQMAN (A.S)]

Chand k baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan.
[HAZRAT ABU BAKAR(RAA)]

Jo tujhey teri khamiyan batayewo tera dost hai.
[HAZRAT UMER (RAA)]

Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
[HAZRAT ALI (RAA)]

kitna pyara hai naam-e-mohammed

kitna pyara hai naam-e-mohammed jisme nuqta bhi rab ko gawara nahi............
khud allah ne nabi karim s.a.w se farma diya ............
Jo tumhara nahi woh hamara nahi.....

Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

ALVIDA ALVIDA ALVIDA Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

ALVIDA ALVIDA ALVIDA Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Din Teray Anay Say Muotbar Thay
Noor Main Dobay Sham-o-Sehar Thy
Teray Janey Say Dil Rooh Raha Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Sehar-o-Iftar Kiraat Tarawee
Aur Azanain Namain-o-Tasbee
Yeh Sama Noori Tuj Sy Mila Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Rehmaton Ka Tu Paigham Laya
Barkaton Ka Tu Inaam Laya
Rutba Alla-o-Afzal Tera Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Jaam Rehmat Ky Tu Ny Pilayay
Gul Muradoon Ky Tu Ny Khilayay
Tu Juda Hum Sy Ab Ho Raha Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Hum Ko Dekh Tu Payay Ga Tub Tak
Ghar Rahay Zinda Aglay Baras Tak
Phir Milain Gy Jo Hukam-e-Khuda Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Chal Dia Hai Tu Jo Rab Ki Janib
Ahl-e-Iman Ky Purnam Hai Qalib
Qalb-e-Ishrat Bi Gham Sy Barah Hai
Mah-e-Ramzan Bus Alvida Hai

Khwaja Mu'īnuddīn Chishtī

Khwaja Mu'īnuddīn Chishtī is said to have been born in 536 A.H./1141 CE, in Chishti in Sistan region of Afghanistan. He was a Sayed, a descendant of Muhammad through Ja'far aṣ-Ṣādiq. He grew up in Persia. His parents died when he was only fifteen years old. He inherited a windmill and an orchard from his father. During his childhood, young Mu'īnuddīn was different from others and kept himself busy in prayers and meditation. Legend has it that once when he was watering his plants, a revered Sufi, Shaikh Ibrāhim Qundūzī (or Kunduzi) -- the name deriving from his birth place, Kunduz in Afghanistan -- came to his orchard. Young Mu'īnuddīn approached him and offered him some fruits. In return, Sheikh Ibrāhīm Qundūzī gave him a piece of bread and asked him to eat it. The Khwāja got enlightened and found himself in a strange world after eating the bread. After this he disposed of his property and other belongings and distributed the money to the poor. He renounced the world and left for Bukhara in search of knowledge and higher education.

jannat mein jagah

Ek pal ka gunah sirf ek pal ka maza dega..
Ek pal ka maza umar bhar ki saza dega..
khauf e khuda se tapke jo ek aanson .
woh ek aansoon jannat mein jagah dega..

ALVIDA ALVIDA MAHE-RAMZAN

Haq Ibadat Ka Nahi Humse Hua,
Rahe gaye hum Gaflat Me.
Aur To Ho Raha hai Hum se Juda,

Aaj Ro-Ro Kar Kheta Hai Har Insan,
ALVIDA ALVIDA MAHE-RAMZAN

Tuesday, August 16, 2011

Japan was first country to Ban Islamic ijaab

Japan was first country to Ban Islamic ijaab. First Country to stop teaching Holy Quran. First Country to tear pages of Quran. Japan was total Anti M

real new Year

Assalam Alaikum.
A Very Happy Islamic New Year Moharram 1432 Hijari which has Started from Maghrib. 4ward2 all muslims n make an awareness of real new Year..

So Forgive me.

Islam123 Dua for forgiveness " Allahumma innaka afuwwun tuhibbul afwa fa'afu anni"
Trans : O Allah! You are forgiving, and you love forgiveness. So Forgive me.

Jo Hume Apno Me Gina Karte Hai

Har Duaon Me Dil Se Dua Karte Hai, Haath Failaye Rab Se Ilteza Karte Hai, Un Par Gum Ka Saaya Na Aane Paaye, Jo Hume Apno Me Gina Karte Hai ................

Aap Muhammad (S.A.W) Ke Ummati Ho..!

Best Msg of the World (Islam) : - Kabhi Bhi Apne Naseeb Ko Bura Nahi Kahiye. Kyu Ke Ye Naseeb Hi Hai Ke Aap Muhammad (S.A.W) Ke Ummati Ho..! Subhanallah.....

Insan Mout Se Bachne Ki

THINK : Insan Mout Se Bachne Ki Koshish Krta Hy, Jahannm Se Nhi, Jab Ki Koshish Krne Se Insan Jahannm Se to Bach Sakta Hy, Lekin Mout Se Nahi.

Agar Balance Hai to ye Msg Padna

Agar Balance Hai to ye Msg Padna
ok
.
.
.
.
.
.
Mujhe Kasam Hai Muhammad (S.A.W) ki Mai ye kalma 10 logon ko send karunga
"La Illalah Muhammad ur Rasoolulah"

Merqy Chritsmas Kahna

Awareness
.
Kisi Ko Merqy Chritsmas Kahna ' Shirk Hai'
.
Iska Matlab hai " Mubarak ho Allah ka Beta Peda Hua " . ( Naozu Billah),
Plz Frwrd This 2 All.
Hapy Islamic New Year 2 U & Ur Family.

Hazarat Ali

Hazarat Ali se kisi ne pucha dost aur bhai me kya fark hai ,
Farmaya bhai sona hai aur dost hira, Sona tutne par jayenga lekin hira nahi.

Happy Eid

Allah Kul Muslimeen Ki Islah Wa Hidayat Farmaye Aur Hum Sabko Siddiqueen, Shohda Wa Saleheen Me Shamil Karein Ammen. Happy Eid...

TAX ZAKAAT

Duniya Me sukun wali jagah MASJID, Duniya ka sabse kamyab safar HAJJ, Duniya ka sabse Accha TAX ZAKAAT, Duniya me sabse kamyab Aadmi NAMAZI, (JUMA MUBARAK)

JUMMA MUBARAK

Asslasam alaikum. Aap sb ko dil ki gaheraiyo se JUMMA MUBARAK. ALLAH ham sab ko is mubarak mahine me nek aamal krne, roza rkhne ki tofiq ata frmaye aamin.

Jannat mangne ki duwa

Jannat mangne ki duwa : "Allahumma inni assalukal jannah" Dozaq se doori ki duwa : "
Allahumma ajjirni minannar" pls 4wd, jitne log padenge apko utna sawab milenga.

ZamZAm ka kua

ZamZAm ka kua 18x14 ft & 13 mtr gehra hai. 4000 saal se na sukha na taste badla. 8000 ltr/sec motor khicti hai 24 hrs, sirf 11 min me level barabar hojata hai...

RAMDN MUBARAK

Wish u 1 month of RAMDAN 4 weeks of BARKAT 30 days of FORGIVENESS 720hours of GUIDANCE 43200 minutes of PURIFICATION 2592000 seconds of NUR! RAMDN MUBARAK

SHAB-E-BARAT

Rehmaton ki hai Aaj ki Raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa lena rab se har bat duaon me rakhna yaad, Mubarak ho Aap ko SHAB-E-BARAT.......

hUM NE FATHEHA JO DILAYA TO BURA MAN GAYE

hUM NE FATHEHA JO DILAYA TO BURA MAN GAYE.
Rabbe sallim jo padhaya to bura mangaye,
Umr bhar shok se khate rahe ye kale kawwe,
Hum ne khichda khieaya to bura mangaye,
Unko jayez hai holi diwali ki kachodi aur puri,
Hum ne halwa khilaya to bura mangay.

bhag ke namaz ke liye pohche

Do pathan bhag bhag ke namaz ke liye pohche, Namaz ke bad 1 bola shkr hai jamat se namaz mil gai, Dusra bola, ha agar wazu ke chakkar me rehte to jamat reh jati

Moharram MUBARAK

Sajde se KARBALA ko bandagi mil gayi, SABR se ummat ko zindagi mil gayi, ek chaman " FATIMA" ka ujda magar sare "ISLAM" ko zindagi mil gayi. Moharram MUBARAK.

Monday, August 15, 2011

Hum Muhammad S.A.W. ko

Hum Muhammad S.A.W. ko 500,00,000 Darod pak ka tohfa Deine Ja Rahe hain Sirf 1 bar Drood Padh k Sirf apne 5 frndz ko frwrd karden plz dont break the chain...

Jahanum ka 1 Din 50 Hazar Saal ka hoga

Jahanum ka 1 Din 50 Hazar Saal ka hoga or
1 Namaz Qaza = 2 Crore 88 lakh sal Jahannum
ye Logo ko Bhejo (if u can) Agar 1 b Namazi ho gya to qayamat tak sawab milega.

Shab - e - Meraj Sabko Mubarak

Shab - e - Meraj Sabko Mubarak ho Q ke Aaj Quran Sharif ke 1596 sal Mukamal ho chuke hai., Plzz ye baat sab ko batao Q ke woh is mubarakbad se mehrum na rahe..

sUBHAN aLLAAH

1) sUBHAN aLLAAH
2) aLHAMDULLILAH
3) aLLAHO aKBAR.
dELETE KRNE SE PEHLE SND KR DO KYUKI JAB TK KOI YE MSG PADTA RAHEGA JANNAT MAIN AP K NAM KA PED LAGTA RAHEGA.

Har Namaz ke baad

Har Namaz ke baad pahela kalma padhho Aur yeh Dua Mango ke Ae ALLAH yeh kalma Tere Paas Meri Amanat Hai Aur Marne Se 2 Minute Pehly Yeh Mujhay Lauta Dena.

Kya aap Jante Hain.?

Kya aap Jante Hain.?
14-15 AUG 1947 ki darmiyani Raat,
Jis Raat hame AAZADI Mili wo Raat RAMZAN ki 27vi Shabe
kadra thi bata do sab logo ko khuda ki khudai.