Sunday, August 4, 2013

Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki

<>.

... Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ko dekha ki Namaz Asar ka waqt aa gaya , logo ne paani talaash liya jab unhey paani na mila to RasoollallahSal lallahu AlaihiWasallam ke paas (ek bartan mein) wudhu ke liye paani laya gaya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne usmein apna haath daal diya aur logon ko hukm diya ki isi (bartan) se wudhu karey, Hazrat Anas Radi Allahu Anhu kahtey hain ki Mainey dekha Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki ungliyon ke neechey se paani nikal raha tha , yahan tak ki Aakhriaadmi ne bhi Wudhu kar liya
Sahih Bukhari, Vol 1, 169

Narrated Anas bin Malik Radi AllahuAnhu :I saw Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam when the'Asr prayer was due and the people searched for water to perform ablution but they couldnotfind it. Later on (a pot fullof) waterfor ablution was brought to Allah'sApostle Sallallahu Alaihi Wasallam . He Sallallahu Alaihi Wasallam put his hand in that pot and ordered the people to perform ablution from it. I saw the waterspringing out from underneath his ( Sallallahu Alaihi Wasallam ‘s) fingerstill all of them performed the ablution
(it was one of the miracles of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam).
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 170

No comments:

Post a Comment