Sunday, August 4, 2013

AL Quran Surah Baqara , Aayah 238

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Urdu Translation:
Sari namazon ki Hifzat kiya karo aur ( khas karke ) darmiyani Namaz (Asr) ki aur Allah ke liye Adab se khadey raha karo
AL Quran Surah Baqara , Aayah 238

Abdullah bin Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jiski Namaz e Asar chali gayee (yani Qaza ho gayee) wo aisa hai jaisey uska Ghar aur maal sab lut gaya
Sahih Bukhari, Vol 1, # 556


English Translation:
Guard strictly (five obligatory) As-Salawat (the prayers) especially the middle Salat (Asr) . And stand before Allah with obedience.
AL Quran Surah Baqara , verse 238

Narrated Ibn 'Umar Radi-Allahu-Anhuma Allah's Apostle Sallallhu-Alaihi-Wasallam said, "Whoever misses the 'Asr prayer (intentionally) then it is as if he lost his family and property
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 10, Number 527:

No comments:

Post a Comment