Sunday, August 4, 2013

Jumairat aur Peer (monday) ko Jannat ke Darwajey khol diye jatey hain

Hadith : Jumairat aur Peer (monday) ko Jannat ke Darwajey khol diye jatey hain
(The gates of Paradise are opened on two days, Monday and Thursday)

Abu hurairah radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah sallallho alaihey wasallam ne farmaya Jannat ke darwajey kholey jatey hain Peer(Monday) aur jumairat(Thursday) ke din Phir har bandey ki maghfirat hoti hai jo Allah taala ke saath shirk nahi karta magar wo shaksh jo keena rakhta hai apney bhai se uski maghfirat nahi hoti aur hukm hota hai in dono ko dekhtey raho jab tak mil jaye,in dono ko dekhtey raho jab tak mil jaye,in dono ko dekhtey raho jab tak mil jaye Sahih Muslim , Neki Suluq aur Adab ke masayeel (6544)
--------------------------------------
English Translation :
Abu Huraira Radi allaho anho reported Allah's Messenger Sallallaho Alaihey wasallam as saying: The gates of Paradise are opened on two days, Monday and Thursday. and then every servant (of Allah) is granted pardon who does not associate anything with Allah except the person in whose (heart) there is rancour against his brother. And it would be said: Look towards both of them until there is reconciliation; look toward both of them until there is reconciliation; look towards both of them until there is reconciliation. Sahih Muslim Book 032, Number 6222: 

No comments:

Post a Comment