Sunday, August 4, 2013

Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki chaadar

Ummul Momineen Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam subah ko nikley aur **Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ek chaadar odhey huye they itney mein sayyidna Hasan Radi Allahu
Anhu aaye to Aap Sallallahu Alaihi **Wasallam ne unko Chaadar ke andar kar
liya, Phir sayyidna Hussain Radi Allahu Anhu aaye to Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne **unko bhi Chaadar ke andar kar liya, Phir Fatima Radi Allahu
Anha aayi to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne unko bhi Chaadar ke **andar
kar liya phir Hazrat Ali Radi Allahu Anhu aaye to Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne unko bhi Chaadar kar andar le liya isky baad **Aap Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya **Allah taala chahta hai ki dur karey tumse
napaki ko Eh Ahal-e-bait ( Eh Ghar walo),*
*aur Paa**
k karey tumko (Sahih Muslim, 6261)
*




*English Translation:*
*
*
*A'isha radi allahu anha reported that Allah's Apostle Sallallahu Alaihi
Wasallam went out one morning w**earing a striped cloak of the black
camel's hair that there came Hasan Radi Allahu Anhu He Sallallahu Alaihi
Wasallam **wrapped him under it, then came Husain Radi Allahu Anhu and he
Sallallahu Alaihi Wasallam wrapped him under it along **with the other one
(Hasan). Then came fatima Radi Allahu Anha and he Sallallahu Alaihi
Wasallam took her under it, then came**'Ali Radi Allahu Anha and he
Sallallahu Alaihi Wasallam also took him under it and then said: Allah only
desires to take away **any uncleanliness from you, O people of the
household, and purify you (thorough purifying) *
 *Sahih Muslim, Book #031, Hadith #5955 *

No comments:

Post a Comment