Thursday, June 6, 2013

Mafhum-e-Hadith

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Mafhum-e-Hadith : Maut ke waqt Sadqa karne se behtar hai abhi sadqa kar liya jaye

Abu Sa'id al-Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aadmee apni zindagi mein ek dirham Sadqa karey to wo un 100 dirhamo se behtar hai jo martey waqt sadqa kiye jaye
... Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1092

----------------------------------------------------------------
Narrated AbuSa'id al-Khudri Radi Allahu Anhu : The Prophet (peace_be_upon_him) said: A man giving a dirham as sadaqah (charity) during his life is better than giving one hundred dirhams as sadaqah (charity) at the moment of his death.
Sunan Abu Dawud, Book 17, Number 2860:

No comments:

Post a Comment