Thursday, June 6, 2013

Achcha khwab Allah taala ki taraf se hota hai aur bura khawab shaitan ki taraf se

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Achcha khwab Allah taala ki taraf se hota hai aur bura khawab shaitan ki taraf se

Abu Qatada Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya beshaq achcha khwab Allah taala ki taraf se hota hai aur bura khwab shaitan ki taraf se hota hai isliye jab tum mein se koi shaksh aisa khwab dekhey jo bura ho to , 3 baar bahine taraf (left side) thu thu karey aur us khwab ki buraii se allah ki panaah mangey is tarah us khwab ka usey koi nuksaan nahi hoga, Abu salma ne kaha ki kuch khwab mujh par pahaad se bhi ziyada bhari hotey they lekin jabse mainey ye Hadith suni us par amal karney laga , ab mujhe koi parwah nahi hoti.
Sahih Muslim, 5747
------------------------------------------------------

Narrated Abu Qatada Radi Allahu Anhu : I heard the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam saying, "A good dream is from Allah, and a bad dream is from Satan. So if anyone of you sees (in a dream) something he dislikes, when he gets up he should blow thrice (on his left side) and seek refuge with Allah from its evil for then it will not harm him."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 71, No. 643
 

Another day passes and the whole universe belongs to Allah. Allah I ask for you to keep my family and I safe.To bless us.To keep our love strong.Ameen.

No comments:

Post a Comment