Thursday, June 6, 2013

jab koi shaksh kisi takleef mein

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye

Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye aur agar koi maut ki tamanna karney hi lagey to ye kahey ki Eh Allah jab tak zindagi mere liye behtar hai mujhe Zinda rakh aur jab maut mere liye behtar ho to mujhe utha le.
Sahih Bukhari, 5671

Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "None of you should wish for death because of a calamity befalling him; but if he has to wish for death, he should say: "O Allah! Keep me alive as long as life is better for me, and let me die if death is better for me.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 575

No comments:

Post a Comment