Monday, August 29, 2011

Nabi Nabi

chaman chaman ki dilkashi
gulo ki hai wo taazgi
wo chand jis se shabnami
wo kaikasha ki roshni
aur fazao ki wo raagni
hawao ki wo nagmani
hai kitan pyara naam bhi
..Nabi Nabi Nabi Nabi
Nabi Nabi Nabi Nabi
Nabi Nabi ..

No comments:

Post a Comment