Sunday, August 4, 2013

Do Shaksho par Kabr ka Azab

Bismillah-irRahman-NirRahim

Hadith: Do Shaksho par Kabr ka Azab……….Allahumma Awizubika min Azabil kabr
( Two persons who were being tortured in their graves….)

Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ek baar madina ya makka ke ek baagh mein tashreef le gaye wahan Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Do shaksho ki Aawaz suni jinhey unki kabr mein Azab ho raha tha Aapney farmaya inhey azab ho raha hai aur kisi bahut badey gunaah ki wajah se nahi phir Aapney farmaya baat ye hai ki ek shaksh unmein se paishaab ke cheenton se bachney ka ehatmam nahi karta tha aur dusra shaksh chugal khori kiya karta tha phir Aap Sallallhu Alaihi Wasallam ne (khajur ki) ek daali mangwayee aur usko todkar Do tukdey kiya aur unmein se (ek ek tukda) har ek ki Qabr par rakh diya logon ne Aap Sallallhu Alaihi Wasallam se pucha YA Rasoollallah ye aapney kyun kiya Aap Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya isliye ki jab tak ye daaliyan khushk ho shayad us waqt tak un par Azab kam ho jaye Sahih bukhari , Vol 1, 216

English Translation:
Narrated Ibn 'Abbas Radi Allahu Anhuma Once the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam , while passing through one of the grave-yards of Medina or Mecca heard the voices of two persons who were being tortured in their graves. The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "These two persons are being tortured not for a major sin (to avoid)." The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam then added, "Yes! (they are being tortured for a major sin). Indeed, one of them never saved himself from being soiled with his urine while the other used to go about with calumnies (to make enmiy between friends). The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam then asked for a green leaf of a date-palm tree, broke it into two pieces and put one on each grave. On being asked why he had done so, he replied, "I hope that their torture might be lessened, till these get dried."
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 215:

To eat up Riba

Bukhari :: Book 4 :: Volume 51 :: Hadith 26

Narrated Ibn 'Umar:
In the lifetime of Allah's Apostle , Umar gave in charity some of his property, a garden of date-palms called Thamgh. 'Umar said, "O Allah's Apostle! I have some property which I prize highly and I want to give it in charity." The Prophet; said, "Give it in charity (i.e. as an endowment) with its land and trees on the condition that the land and trees will neither be sold nor given as a present, nor bequeathed, but the fruits are to be spent in charity." So 'Umar gave it in charity, and it was for Allah's Cause, the emancipation of slaves, for the poor, for guests, for travelers, and for kinsmen. The person acting as its administrator could eat from it reasonably and fairly, and could let a friend of his eat from it provided he had no intention of becoming wealthy by its means.


Bukhari :: Book 4 :: Volume 51 :: Hadith 27

Narrated 'Aisha:
The following Verse:--
"If a guardian is well-off, let him claim no remuneration (i.e. wages), but if he is poor, let him have for himself what is just and reasonable." (4.6)
was revealed in connection with the guardian of an orphan, and it means that if he is poor he can have for himself (from the orphan's wealth) what is just and reasonable according to the orphan's share of the inheritance.


Bukhari :: Book 4 :: Volume 51 :: Hadith 28

Narrated Abu Huraira:
The Prophet said, "Avoid the seven great destructive sins." The people enquire, "O Allah's Apostle! What are they? "He said, "To join others in worship along with Allah, to practice sorcery, to kill the life which Allah has forbidden except for a just cause, (according to Islamic law), to eat up Riba (usury), to eat up an orphan's wealth, to give back to the enemy and fleeing from the battlefield at the time of fighting, and to accuse, chaste women, who never even think of anything touching chastity and are good believers.

SADAQAT-UL-JARIYAH

Assalamu Alaikum brothers

SADAQAT-UL-JARIYAH the actions which outlive you! Imost of us know all these but yet it is good to remind ourselves.

1. Give a copy of Qur’an to someone and each time they read from it, you will gain hasanaat.
2. Donate a wheel chair to a hospital and each time a sick person uses it, you will gain hasanaat.
3. Share constructive reading material with someone.
4. Help in educating a child.
5. Teach someone to recite a Dua’. With each recitation, you will gain hasanaat.
6. Share a Dua’ or Qur’an CD.
7. Participate in the building of a Masjid
8. Place a water cooler in a public place.
9. Plant a tree. Each time any person or an animal sits under its shade or eats from the tree, you will gain hasanaat.
10. Share this mail with someone. If one person applies any of the above you will receive your hasanaat until the Day of Judgment.

Now time to forward mail to all Muslim brothers and sisters and plz don’t forget all of us in your sweet prayers..... Jazak’Allahu Khair

Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki chaadar

Ummul Momineen Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam subah ko nikley aur **Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ek chaadar odhey huye they itney mein sayyidna Hasan Radi Allahu
Anhu aaye to Aap Sallallahu Alaihi **Wasallam ne unko Chaadar ke andar kar
liya, Phir sayyidna Hussain Radi Allahu Anhu aaye to Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne **unko bhi Chaadar ke andar kar liya, Phir Fatima Radi Allahu
Anha aayi to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne unko bhi Chaadar ke **andar
kar liya phir Hazrat Ali Radi Allahu Anhu aaye to Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne unko bhi Chaadar kar andar le liya isky baad **Aap Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya **Allah taala chahta hai ki dur karey tumse
napaki ko Eh Ahal-e-bait ( Eh Ghar walo),*
*aur Paa**
k karey tumko (Sahih Muslim, 6261)
*




*English Translation:*
*
*
*A'isha radi allahu anha reported that Allah's Apostle Sallallahu Alaihi
Wasallam went out one morning w**earing a striped cloak of the black
camel's hair that there came Hasan Radi Allahu Anhu He Sallallahu Alaihi
Wasallam **wrapped him under it, then came Husain Radi Allahu Anhu and he
Sallallahu Alaihi Wasallam wrapped him under it along **with the other one
(Hasan). Then came fatima Radi Allahu Anha and he Sallallahu Alaihi
Wasallam took her under it, then came**'Ali Radi Allahu Anha and he
Sallallahu Alaihi Wasallam also took him under it and then said: Allah only
desires to take away **any uncleanliness from you, O people of the
household, and purify you (thorough purifying) *
 *Sahih Muslim, Book #031, Hadith #5955 *

A woman is married for four things

Bismillah Hir-Rahman Nir-Rahim

Hadith: Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai

Hazrat Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Aurat se Nikaah char cheezon ki
buniyaad par kiya jata hai uskey maal ki wajah se , uskey khandani sharaf
ki wajah se, aur uski khubsurti ki wajah se aur uskey Deen ki wajah se , to
tu Deendar (religious) aurat se nikaah karkey kaamyabi haasil kar aur aisa
na karega to tere haathon ko mitti lagegi (yani baad mein tujhe nadamat
hogi)
Sahih Bukhari, 5090
……………………………………………………

Hadith: A woman is married for four things

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi
wasallam said, "A woman is married for four things, i.e., her wealth, her
family status, her beauty and her religion. So you should marry the
religious woman (otherwise) you will be a losers.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 27

Why I Want To Get Married

Asalamu Alkum

Why I Want To Get Married ?,
 Because I want my eyes to see someone special, someone halal, knowing that he/she, is my gift from Allah., Because I want someone who loves Allah and loves me because he loves Allah., Because I want somebody to share my happiness and praise Allah with me, someone to cry my tears with me and make du’a with-me and someone to love, and love Allah with me., Because I want to have children of my own to love and care and share with a gift from Allah., Because I want to share Allah’s beautiful creations and praise His name with, someone who Allah has fated to be with me since I was born., Because verily, with a halal partner, my life and everything I do with my wife will be halal in the eyes of Allah., Because I am a gift from Allah to someone, and I want to let him feel Allah’s love through me.

Dua

Tera Banda Teri Hamd-o-
Sana Karta Hay
Ye gunah gar tera Shukar
Ada Karta Hay
Teray Agay Meri jhukti Hui
Peshani say
Meri Har Subh Ka Aaghaz
Hua Karta Hay
Rizq Puhnchta Hay Pathar
Me Chupay Keray Ko
Tu HI Sokhi Hui Shakhon Ko
Hara Krta Hy
Geet Gati Hen Baharen Teri Takhliq pe
Sina-e-Sang Say Jab Phul
Khila Karta Hay
Bara Nadan Hay Tujhy Door Smajhnay wala.
Tu Rag-e-Jan Say Bhe Nzdik
Raha Karta Hay

Mayyat

READ Carefully
So True And So Beautiful,
No Matter What Name We Have,
At The End We Will Be Called
MAYYET.
Whatever Luxurious Vehicles We Drive Today,
In The End We Will Be Taken As
JANAZA.
No Matter What House We Stay In Today,
In The End We Have To Lie In The
QABAR.
Whatever Clothes We Wear Today,
In The End We Will Be Wearing The
KAFAN.
No Matter How Far We Travel In This World,
In The End We Have To Fly Off With A Common Visa :
Kullu Nafsin Zaaiqa Tul Maut..
(Meaning : Every Soul Shall Have A Taste Of Death…)
May Allah Make Our Journey Easy And Jannat Our Destination.
AMEEN!

Du’a for her future husband


♥ Du’a for her future husband ♥

O Allah! Please grant me the one

Who will be the garment for mY soul…

Who will satisfY half of mY deen

And in doing so make me whole

Make him righteous and on Your path

In all he’ll do and saY

And sprinkle water on me at Fajr (EarlY Morning Prayer)

Reminding me to praY

May he earn from halal sources

And spend within his means

MaY he seek Allah’s guidance always

To fulfill all his dreams

MaY he alwaYs refer to Qur’an

and the Sunnah as his moral guide

MaY he thank and appreciate Allah

For the woman at his side

May he be conscious of his anger

And often fast and praY

Be charitable and sensitive

In every possible waY

May he honor and protect me

And guide me in this life

And please Allah! Make me worthY

to be his loving wife

And finally, O Allah!

Make him abundant in love and laughter

In taqwa and sinceritY

In striving for the hereafter!

May Allah grant all the Muslim sisters with such husbands… Ameen ya rabbel alameen :)

Shadi

ALLAH has already written the names of your spouses for you; what you need to work on is your relationship with ALLAH. HE will send her/him to you when you are ready....
It's only a matter of Time!!
In shaa ALLAH ♥

Duaa

'Tum Mujhe Pukaro...Mei Tmhari Pukar Ka Jawab Du Ga'' [Surah.Al.Momin:60]

* Dua Na Mangna Takabbur Ki Alamat Hai..
* Quran Majeed Me Hai K Jo Log Dua Na Maang Kr Takabbur Krty Hain, Wo Jahannum Me Dakhil Hon Gy..
* Dua Sirf Allah Se Mangni Chahiye..
* Hamen Chahiye K Hamesha Naik Maqsad K Liye Dua Kren Aur Dosron Ko B Apni Dua Me Shamil Kren...


Allah se mangna Ibadat he,
Agar de to Rehmat he or na de to Hikmat he!
Makhlooq se mangna Zillat he,
Agar de de to ehsaan he or na de to sharmindagi he!

Namaz

AsSalam U Alaikum Wa Rehmatullahe Wa Brakatuhu ♥

Jabir Bin Abdullah (RadiALLAHU Anhu) se riwayat hai ki RasulALLAH (Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam) ne farmaya:

Imaan aur kufr k darmiyaan Namaaz chhorne ka farq hai.

{Ibn Majah : 1078}

Death

Do You Think You Are Handsome Or Beautiful ??
►You are rich?
►You are strong?
►You are INDEPENDENT?
►You don't NEED any one?
Okay Now, What About When You Die ??
►You NEED someone to clean your body.
►You NEED someone to cover yourbody with Kaffan...
►You NEED someone to burry yourbody AND,
The most IMPORTANT thing, YOU NEED SOMEONE TO PRAY FOR YOU. So,don't be ARROGANT !! Be HUMBLE in this world !!
remember shaitaan was not a stupid but,
he was arrogant !!!!!!!
A very good reminder for myself first ]

Only ALLAH Subhanahu wata'ala isThe GREATEST, The ONE, The SUPREME, and INDEPENDENT of anything/ anybody.
ALLAHU AKBAR

Dua

Aey ALLAH.
Aey Ata Krne Waly.
Meri Talab Ko Na
Dekh,apni Ata Ko Dekh.
Mere Sawal Ko Na Dekh,
Us K Anjam Ko Dekh.
Wo Dua Qubol Kr Jiska Anjam Acha Ho
Q K Men Anjam Se Nawaqif Ho Kr
Mangta Hon.
Tu To Anjam Se Waqif Ha,mujhe Buray
Anjam Se Bacha.
Aye Meray Rub Main Teray Sohny Ki
Umat Ma Se Hon Mujko Muaf Kar Dy
Muj Ko Sahi Magnay Ka Dhung Nahi,
Meray Liye Jo Sahi Ha Wo Bin Mangay
Ata Kr Dy
Aey ALLAH.
Mujhse RAAZI Hoja.
(Ameen)

Que & Ans

Ek yahudi aalim ne majme me muslimano se 3 sawal kiya taki muslims ko islam se khilaf bahka sake... Q1:Allah hai to us se pehle bhi koi hoga? Q2:Allah ka mu (face) kis taraf hai ? Q3:Allah is wakt kya kar raha hai ??

majme me sare logo ne ye 3no sawal suna itne me ek 9 saal ka baccha majme se uth kar yahudi ke samne aaya aur yahudi se kaha ki ginti gino yahudi:1234567 Baccha:ab ulti gino Yahudi: 7654321

Bacha 1 se pehle kya ata hai Yahudi bola kuch nahi

Bachaa: ALLAH ek hai aur ALLAH se pehle kuch nahi....

Phir baccha ek diya laya aurusko jala kar poncha batao iski roshni ka mu (face) kis taraf hai ... Yahudi bola charo taraf

To bacha bola ALLAH Noor hai aur uska chehra har taraf hai

Raha Q3 To ALLAH is wakt ek yahudi ko bacche se zalil karwa raha hai.

JO WALI

JO WALI KA NAHI WO ALI KA NAHI JO ALI KA NABI WO NABI KA NAHI JO NABI KA NAHI WO KAHI NAHI

Dil me Ghar kar Jane Wali Batain

----------------------{ Dil me Ghar kar Jane Wali Batain }----------------

• Agr tum hanste ho to sari duniya tumhare sath hanse gi, lekin rote
waqt tumhen akele rona padega.
• Lakhon ko dost banana koi badi baat nahi, badi baat ye hai k aik
aisa dost banao jo tumhara us waqt sath de, jab lakho tumhare mukhalif
hon.
• Gunah se bachne ka aasan tareen hul ye hai k Gunahon ko talte raho
gunah ...se bache rahoge aise hi jaise naiki ko talte ho.
• Kisi ko ilzam dete waqt apne gireban me jhaank lena chahiye.
• Kabhi kisi ka dil mat dukhao kyun k muaafi mang lene k bawajood use
dukh zaroor rahega Jaise diwar me lage keel ko nikaalne k bawajood
Nishan rah jata hai.
• Koi tumhara dil dukhaye to naraz mat hona, kyun k Qudrat ka qanoon
hai jis darakht ka phal zyada mitha hota hai log patthar bhi usi ko
marte hai.
• Dushmano k darmiyan aise raho jaise aik (1) zaban battees (32)
danton k darmiyan rahti hai, milti sab se hai dabti kisi se nahi.

Jumaa ke din Ziayda se ziyada durud Parha karo

Asalamu Alekum

Hadith : Jumaa ke din Ziayda se ziyada durud Parha karo

Rasoollallah SallallahuAlalhi Wasallam Ne farmaya tumharey tamam dino mein Jumaa ka din sabse afzal hai ki is din Hazarat Aadam Alalhi salam ko paida kiya gaya aur usi din unki rooh qabz ki gayee aur isi din soor phunka jayega aur isi din sab behosh hongey isliye is roz mujh par ziyada se ziyada durud bheja karo kyunki tumhara durud Parhna mujh par pesh kiya jata hai, logon ne kaha Ya Rasoollallah SallallahuAlalhi Wasallam Hamara Durud Parhna Aap par kis tarah se pesh hoga jabki Aap to Mitti ho gaye hongey,to Aap SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya Allah taala ne Anbiya karam ke Jism ko Mititi par haram kar diya hai.
Sunan Abu Dawud, Vol 1 , 1035 

Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki

<>.

... Anas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ko dekha ki Namaz Asar ka waqt aa gaya , logo ne paani talaash liya jab unhey paani na mila to RasoollallahSal lallahu AlaihiWasallam ke paas (ek bartan mein) wudhu ke liye paani laya gaya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne usmein apna haath daal diya aur logon ko hukm diya ki isi (bartan) se wudhu karey, Hazrat Anas Radi Allahu Anhu kahtey hain ki Mainey dekha Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki ungliyon ke neechey se paani nikal raha tha , yahan tak ki Aakhriaadmi ne bhi Wudhu kar liya
Sahih Bukhari, Vol 1, 169

Narrated Anas bin Malik Radi AllahuAnhu :I saw Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam when the'Asr prayer was due and the people searched for water to perform ablution but they couldnotfind it. Later on (a pot fullof) waterfor ablution was brought to Allah'sApostle Sallallahu Alaihi Wasallam . He Sallallahu Alaihi Wasallam put his hand in that pot and ordered the people to perform ablution from it. I saw the waterspringing out from underneath his ( Sallallahu Alaihi Wasallam ‘s) fingerstill all of them performed the ablution
(it was one of the miracles of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam).
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 170

Apney bachcho ko Namaz ka hukm do jab wo 7 baras ke ho jaye

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim 

Hadith: Apney bachcho ko Namaz ka hukm do jab wo 7 baras ke ho jaye

Amr ibn Al As Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Apney bachcho ko Namaz ka hukm do jab wo 7 baras ke ho jaye aur jab 10 baras ka ho jaye to Namaz na parhney par unko maro aur unkey Bistar bhi Alag kar do 
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 493

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As may ALLAH be pleased with him The Apostle of Allah peace_be_upon_him said: Command your children to pray when they become seven years old, and beat them for it (prayer) when they become ten years old; and arrange their beds (to sleep) separately.
Sunan Abu Dawud, Vol 1, # Book 2, Number 0495:

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

رَبِّ اجْعَÙ„ْÙ†ِÙŠ Ù…ُÙ‚ِيمَ الصَّلاَØ©ِ ÙˆَÙ…ِÙ† Ø°ُرِّÙŠَّتِÙŠ رَبَّÙ†َا ÙˆَتَÙ‚َبَّÙ„ْ دُعَاء

Eh Mere Rab mujhe aur meri aulad ko Namaz Qayam karney wal bana de, Eh hamare Rab aur meri Dua Qubul farma.

O my Lord! Make me one who performs As-Salaat (Iqaamat-as-Salaat), and (also) from my offspring, our Lord! And accept my invocation.

AL Quran, Surah Ibrahim (14), Aayah: 40

nikha

** **

● Aaj k is Daur Me dekha gaya hai k muslim Nowjawaan Gayr.Muslim Oorton Se
Nikaah karte hain Or Nikaah K Baad unhe Musalmaan Banaate hain!

●ye Nihaayat hi Galat Tarika he.or Shariyat me ye Amal Haraam hai!

● Awwal to Nikaah Hi Nahi Hota. Kiyon ki Nikaah K Waqt Woh Imaan nahi Laaye
thay. Lihaaza Nikaah hi Naa Huwa. Kiyon ki Shart ye he k Nikaah k pehle
Imaan Laana Zaruri hai

●. Yaad Rakhiye Gayr.Muslim Se Nikaah Jaayez to he.lekin Farz yaa Waajib
Nahi:

●isliye Behtar yahi He K Musalmaan.musalmaano se Hi Nikaah kare Ya Ghyr
Musalman ko Islam Qabool kerne k baad nikah kerein

★ALLAH SWT Quraan me irshaad farmaata hain k!
Or Mushriko k Nikaah Me Naa Do Jabtak Woh Imaan Naa Laayen.or Shirk Wali
Oorton Se Nikaah Naa karo.jabtak Woh Imaan Naa Laayen! (Sureh.Baqrah.221) ★*
***

** **

And do not marry polytheistic women until they believe. And a believing
slave woman is better than a polytheist, even though she might please you.
And do not marry polytheistic men [to your women] until they believe. And a
believing slave is better than a polytheist, even though he might please
you. Those invite [you] to the Fire, but Allah invites to Paradise and to
forgiveness, by His permission. And He makes clear His verses to the people
that perhaps they may remember.(Surah baqarah 2 verse 221)****

wazu

BISMILLAH-IRRAHMAN-NIRRAHIM

Hadith: Us shaksh ka wudhu nahi jisney iskey shuru mein BISMILLAH na parhi ho

Hazrat Abu huraira radi Alllahu anhu se rivayat hai ki RASOOLALLAH sallAlllahu alaihi wasallam ne farmaya ki us shaksh ki namaz nahi jiska wudhu nahi aur us shaksh ka wudhu nahi jisney iskey shuru mein BISMILLAH na parhi ho
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 101
:::::::::::::::::::::::::::

Hadith: The ablution of a person who does not mention the name of ALLAH (in the beginning) is not valid

Narrated AbuHurairah Radi Alllahu Anhu The Messenger of ALLAH peace be upon him said: The prayer of a person who does not perform ablution is not valid, and the ablution of a person who does not mention the name of ALLAH (in the beginning) is not valid.
Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 101 

Sunan Ibn Majah

BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM

Urdu Translation:
Jarer bin Abdullah Radi Allahu anhu farmatey hain ki RASOOLLALLAH sallallahu alaihi wasallam ke pass baithey they Aapney chohadwi Raat ke chaand ki taraf dekha aur farmaya ki anqareeb tum Apney RAB ko is tarah dekhogey jis tarah tum us chand ko dekhtey ho ki tumko uskey dekhney mein kisi qism ki Dushwari nahi hoti agar tum taqat rakhtey ho to Suraj Nikalney aur Ghurub honey se pahley Namaz se maghlub na ho jao (yani Namaz parha karo) phir Quran ki ye Aayat parhi|
ÙˆَسَبِّØ­ْ بِØ­َÙ…ْدِ رَبِّÙƒَ Ù‚َبْÙ„َ Ø·ُÙ„ُوعِ الشَّÙ…ْسِ ÙˆَÙ‚َبْÙ„َ الْغُرُوبِ|

Aur paki bayan kijiye Apney RAB ki Hamd ke saath, Aaftab ke Nikalney se pahley aur Ghurub honey se pahley.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 177

English Translation:

Narrated: Jarir bin Abdullah Peace be upon him “We were sitting with the Messenger of Allah Peace be upon him He Peace be upon him looked at the moon, which was full, and said, 'Indeed, you will see your Lord as you see this moon. You will not feel the slightest inconvenience and overcrowding in seeing Him. If you have the power not to be overcome and to say this prayer before the sun rises and before it sets, then do that' Then he recited: “And glorify the praises of your Lord, before the rising of the sun and before (its) setting.”(Qaf 50:39)
Sunan Ibn Majah, Vol1, # 177
 

Allah ki rah mein

Hadith: (Allah ki rah mein) Kharch kiya kar, gina na kar taki tumhey bhi gin ke na miley……

Asma Radiallahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (Allah ki rah mein) kharch kiya kar, gina na kar taki tumhey bhi gin ke na miley aur jod ke(chupa ke) na rakho taki tumse bhi allah taala (Apni naimaton ko) na chupa le.
Sahih Bukhari, 2591

English Translation:
Hadith : Give (in Allah’s way ) and do not give reluctantly..
Narrated Asma Radiallahu anha : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Give (in Allah’s way) and do not give reluctantly lest Allah should give you in a limited amount; and do not withhold your money lest Allah should withhold it from you."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 47, No. 764:

Sahih Bukhari

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith: khudkushi karney wala jahannam ki aag mein hoga

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jisney pahaad se apney Aap ko gira kar khudkushi kar li wo jahannam ki aag mein hoga,
aur ismein hamesha Parha rahega aur jisney zahar peekar khudkushi kar li to wo zaher uskey haath mein hoga aur jahannam ki aag mein wo usey isi tarah peeta rahega aur jisney lohey ke kisi hathiyar se khudkushi kar li to uska hathiyar uskey haath mein hoga aur jahannam ki aag mein hamesha ke liye wo usey apney pet mein marta rahega.
Sahih Muslim, 5778
-------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, Whoever purposely throws himself from a mountain and kills himself, will be in the (Hell) Fire falling down into it and abiding therein perpetually forever; and whoever drinks poison and kills himself with it, he will be carrying his poison in his hand and drinking it in the (Hell) Fire wherein he will abide eternally forever; and whoever kills himself with an iron weapon, will be carrying that weapon in his hand and stabbing his abdomen with it in the (Hell) Fire wherein he will abide eternally forever.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 71, No. 670

Sahi Muslim

BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM

Hadith: Jo shaksh bando par Raham na karega Allah taala us par raham nahi karega

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported that al-Aqra' b. Habis saw Allah's Apostle (may peace be upon him) kissing Hasan. He said: I have ten children, but I have never kissed any one of them, whereupon Allah's Messenger (may peace be upon him) said: He who does not show mercy (towards his children), no mercy would be shown to him.
Sahi Muslim, Book 030, Number 5736

Jarer bin Abdullah may ALLAH be pleased with him said that the Messenger of Allah may peace be upon him said: He who does not show mercy to the people, Allah, the Exalted and Glorious, does not show mercy to him.
Sahi Muslim, Book 030, Number 5737

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Al Aqra bin habis Radi-Allahu-Anhu ne dekha ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam hazrat Hasan Radi-Allahu-Anhu ko pyar kar rahey they to wo bola mere 10 bachchey hain aur mainey unmein se kisi ko pyar nahi kiya to Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo Raham nahi karega (apney bachcho ya logn par) to Allah bhi us par raham nahi karega
Sahi Muslim, Vol 6, 6029

Hazrat Jarer bin Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh bando par Raham na karega Allah taala us par raham nahi karega Sahih Muslim , Vol 6, #6030

Mafhum-e-Hadith: Bistar par janey se pahle ke Azkaar

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith: Bistar par janey se pahle ke Azkaar

Umm Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam jab (Raat ko) apney bistar par aaram farmaney ke liye jatey to apney dono haathon ki hatheliyon par Surat-al-Ikhlas, Surat-Al-Falaq and Surat-An-Naas Parh kar dam kartey phir dono haathon ko apney chehrey par aur jism ke jis hissey tak haath pahunch pata wahan phertey, aur jab Aap Sallallahu Alaihi wasallam beemar hotey to mujhe isi tarah karney ka hukm dete they.
Sahih Bukhari, 5748

-------------------------------------------------------------------------
Narrated 'Aisha Radi Allahu Anhu : Whenever Allah's Apostle went to bed, he used to recite Surat-al-Ikhlas, Surat-al-Falaq and Surat-an-Nas and then blow on his palms and pass them over his face and those parts of his body that his hands could reach. And when he fell ill, he Sallallahu Alaihi wasallam used to order me to do like that for him.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 71, No. 644:

AL Quran Surah Baqara , Aayah 238

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

Urdu Translation:
Sari namazon ki Hifzat kiya karo aur ( khas karke ) darmiyani Namaz (Asr) ki aur Allah ke liye Adab se khadey raha karo
AL Quran Surah Baqara , Aayah 238

Abdullah bin Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jiski Namaz e Asar chali gayee (yani Qaza ho gayee) wo aisa hai jaisey uska Ghar aur maal sab lut gaya
Sahih Bukhari, Vol 1, # 556


English Translation:
Guard strictly (five obligatory) As-Salawat (the prayers) especially the middle Salat (Asr) . And stand before Allah with obedience.
AL Quran Surah Baqara , verse 238

Narrated Ibn 'Umar Radi-Allahu-Anhuma Allah's Apostle Sallallhu-Alaihi-Wasallam said, "Whoever misses the 'Asr prayer (intentionally) then it is as if he lost his family and property
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 10, Number 527:

Jumairat aur Peer (monday) ko Jannat ke Darwajey khol diye jatey hain

Hadith : Jumairat aur Peer (monday) ko Jannat ke Darwajey khol diye jatey hain
(The gates of Paradise are opened on two days, Monday and Thursday)

Abu hurairah radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah sallallho alaihey wasallam ne farmaya Jannat ke darwajey kholey jatey hain Peer(Monday) aur jumairat(Thursday) ke din Phir har bandey ki maghfirat hoti hai jo Allah taala ke saath shirk nahi karta magar wo shaksh jo keena rakhta hai apney bhai se uski maghfirat nahi hoti aur hukm hota hai in dono ko dekhtey raho jab tak mil jaye,in dono ko dekhtey raho jab tak mil jaye,in dono ko dekhtey raho jab tak mil jaye Sahih Muslim , Neki Suluq aur Adab ke masayeel (6544)
--------------------------------------
English Translation :
Abu Huraira Radi allaho anho reported Allah's Messenger Sallallaho Alaihey wasallam as saying: The gates of Paradise are opened on two days, Monday and Thursday. and then every servant (of Allah) is granted pardon who does not associate anything with Allah except the person in whose (heart) there is rancour against his brother. And it would be said: Look towards both of them until there is reconciliation; look toward both of them until there is reconciliation; look towards both of them until there is reconciliation. Sahih Muslim Book 032, Number 6222: 

DUA KA TALIB

YA ALLAH ISH MAHE MUBARAK RAMJAN KA SADKA HAMAY BHI APNA PYARA GHAR KI ZIYARAT NASSEB FARMA --- AMEEN AMEEN YA RABB

DUA KA TALIB

SHUBHAN ALLAH

♥ SHUBHAN ALLAH ♥ ♥ MASHAALLAH ♥


Ek Aas Lagaye Betha Hun, 
Ek Bar MADINA Dekhu Mein.. 
Us Shehar Ki Pur Kaif Hawaon Mein,
Ek Bar To Jeena Dekhu Mein..
Piyasa Hu Aabe KOUSAR Ka, 
Ek Bar To Peena Dekhu Mein.. 
Phir Chahe Hosh Gawa Betho, 
Bus Ek Baar MADINA Dekhu Mein... {AAMEEN}

AMEEN AMMEEN AMEEN YA RABB

AYE MERA PYARA RAB TU MERI... MERA WALIDAN KI... MERA RISHTADARON KI... MERA AZIZO- AKARIB KI... MERA DUSHMANO KI.... MERA DOSTONO KI..... AUR TAMAM AHLA KUBUR KI.. UMMAT-E- MUHAMMADIYA KI BAKSHISH AUR MAGFIRAT FRAMA ISH MAHE- MUBARAK RAMJAN KA SADQE.....

♥ ♥ ♥ AMEEN AMMEEN AMEEN YA RABB ♥ ♥ ♥

AMEEN AMEEN YA RABBULALAMEEN

YA ALLAH MERA HAR ANSOO MAI TERI BANDAGHI LIKH DA....
ANSOO SUKNA SA PHALA MERI HAI DUA MAQBOOL HO JAY...

YA ALLAH MERA HAR SAJDOO MAI TERI BANDAGHI LIKH DA....
SAR UTHANA SA PHALA MAI BEGUNNAH HO JAHU....

AMEEN AMEEN YA RABBULALAMEEN

YA ALLAH MERA DUA

YA ALLAH MERA DUA HAI BAKI..
YA ALLAH MERA GUNNAH HAI BAKI
YA ALLAH KUCH AUR ROZA MERA ZIMMA LIKHDA
ABHI HAI ASS BAKI MERI TUJSA...

YA ALLAH MUJA DUNIYAWALON NA RUSHWA KIYA 
YA ALLAH MUJA TUNA KUSH KIYA 
HAI SASS BAKI ABHI MERI KARLA KABUL HAR DUA MERI.. ♥ 

AMEEN YA RABBUL ALAMEEN

APKI DUA KA TALIB