Thursday, June 6, 2013

Prophet Muhammad — 16: Qualities for good friendship

We mentioned that the Prophet (peace be upon him) was loved by all his companions. Every one of them felt that he could do no better than being close to the Prophet, because he was a most caring friend. When he met someone, he would inquire about his affairs and his family. He would attend to their business and give whatever help was available to him. If someone sat with him for a while, then stood up to leave, the Prophet would stand up with him. The Prophet would not turn away from his visitor in order to attend to anything that needed his attention until his visitor has turned away to leave. In this way, he made his visitor feel that he was welcome until the last minute of his visit.

When he met anyone and shook hands with him, the Prophet would not be the first to withdraw his hand. He would wait until the other person has withdrawn his hand. Likewise, when he bade goodbye to anyone, he would hold his hand. He would keep it until the other person has moved away. It is authentically reported that any young girl would come to him, take him by the hand, taking him wherever she wanted. He would go with her and do for her whatever she needed to be done.

These may be small gestures, but they are indicative of highly refined manners, with the Prophet keen to make everyone feel that he was close to him. He was always ready to do for his friends and companions whatever they needed to be done. At the same time, the Prophet was very shy. His shyness is described as greater than that of a maiden girl who is unused to social occasions.

One aspect of good friendship is respecting other people’s privacy. He would not divulge any private matter even to those who were very close to him. Everyone was certain that if he told the Prophet anything of private nature, no one else would know about it from him. He instilled in his companions the virtue of respecting other people’s privacy. This means that we must not try to know anyone’s private affairs. He says: “Whoever pries into someone else’s private matters without his knowledge actually pries into the fire of hell.”

Coupled with all this was his keen sense of cleanliness. He was always keen that his body and his clothes were clean and having a good smell. He said that one of the two things he loved of worldly comfort was perfume. If he woke up at night, he would give his teeth a quick brush. Every time he performed ablution for his five daily prayers he would brush his teeth. Although he was aware that he had a very pleasant body smell, he always made certain that his mouth and clothes gave no bad smell.

The task assigned to him by God was to give guidance. He fulfilled his duty in the way that no one would feel that following Islamic teachings would be burdensome. He waited for the right moment to give advice. If he saw something unbecoming, he would not embarrass the person concerned by pointing it out on the spot. He would wait until a proper chance offered itself. Then he would give the advice in general terms so that it would not be taken as directed at any particular person. If something wrong was reported to him, and he needed to make a public announcement regarding it, he would not mention anyone concerned by name. He would say: “Some people may think, say, or do this or that.” He would then point out the right thing to do.

All this made him an exemplary friend with whom people were very comfortable. Hence, they loved him and cherished the fact that they were his friends and companions.

o apney baalon ke saath nakli baal laga kar usey lamba karey

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Jo apney baalon ke saath nakli baal laga kar usey lamba karey us par Allah Taala ki laanat ki gayee hai

Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Ek ansari aurat ne apni beti ki shaadi ki thi iskey baad ladki ke sir ke baal beemari ki wajah se girney lagey to wo Aap Sallallahu Alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huyee aur arz karney lagi Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam uskey shohar ne us sey kaha hai ki wo apney baalon ke saath dusrey nakli baal (artificial hair) laga le to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya aisa hargiz na karna kyunki jo apney baalon ke saath nakli baal laga kar usey lamba karey us par Allah Taala ki laanat ki gayee hai
Sahih Bukhari, 5205

Narrated 'Aisha Radi Allahu Anha: An Ansari woman gave her daughter in marriage and the hair of the latter started falling out. The Ansari women came to the Prophet and mentioned that to him and said, "Her (my daughter's) husband suggested that I should let her wear false hair." The Prophet said Sallallahu Alaihi wasallam, "No, (don't do that) for Allah sends His curses upon such ladies who lengthen their hair artificially."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 133

jab koi shaksh kisi takleef mein

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye

Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye aur agar koi maut ki tamanna karney hi lagey to ye kahey ki Eh Allah jab tak zindagi mere liye behtar hai mujhe Zinda rakh aur jab maut mere liye behtar ho to mujhe utha le.
Sahih Bukhari, 5671

Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "None of you should wish for death because of a calamity befalling him; but if he has to wish for death, he should say: "O Allah! Keep me alive as long as life is better for me, and let me die if death is better for me.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 575

Beshaq Musalman Aapas mein bhai bhai hain

Bismillah-Irrahman-Nirrahim

Beshaq Musalman Aapas mein bhai bhai hain isliye apney bhaiyon mein sulah kara diya karo aur Allah se daro taki tum par Raham kiya jaye
AL Quran: Al-Hujraat, Chapter #49, Verse #10

Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh kisi momeen par se duniya ki sakhtiyon mein se ek sakhti dur karega to Allah Subhanahu us par aakhirat ki sakhtiyon mein se ek sakhti dur karega Aur jo shaksh muflis ko mohlat de ( yani us par apney karz ke liye sakhti na karey) to Allah subhanahu us par aasani karega aakhirat mein , Aur jo shaksh kisi Musalman ko AIb chupayega duniya mein to Allah subhanahu uska Aib chupayega duniya mein aur aakhirat mein,Allah subhanahu apney bandey ki madad mein rahta hai jab tak banda apney (musalman) bhai ki madad mein rahta hai……
Sahih Muslim, Volume 6, 6853 ( Part 1 )

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
English Translation:

The believers are nothing else than brothers (in Islam). So make reconciliation between your brothers, and fear Allah, that you may receive mercy.
AL Quran: Al-Hujraat, Chapter #49, Verse #10

Abu Huraira reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: He who alleviates the suffering of a brother out of the sufferings of the world, Allah would alleviate his suffering from the sufferings of the Day of Resurrection, and he who finds relief for one who is hard pressed, Allah would make things easy for him in the Hereafter, and he who conceals (the faults) of a Muslim, Allah would conceal his faults in the world and in the Hereafter. Allah is at the back of a servant so long as the servant is at the back of his brother
Sahih Muslim, Vol , # Book 035, Number 6518 ( part 1)
♥ Honestly , I don't  have   time  to hate  people Who  hate me, cause I'am too buzy loving people who love me ;)yakub syed.

Sawab kamane ke 6 aasan tariqe

1.      Kisi ku QuranE-Pak le do, woh jab bhi tilawat karega tumhe SAWAB milega
2.     Kisi hospital ko ek wheel chair le kar do, jab bhi koi mariz istemaal karega tumhe SAWAB milega
3.     Masjid ki tamir mein hissalo hamesha sawab
4.     Kisi public jagah par Water Cooler lagade, har lamha SAWAB milega
5.     Ek daraqt (Tree) lagado koi insaan ya janwaar uske saaye mein aaya ya koi janwaar usse khayega toh tumhe SAWAB milega
6.     Aur sab se aasan tariqa iss baat ko share kerny par agar koi isse padhkar amaal karta hai toh SAWAB tumhe bhi milega

DUA

Bissmillahi-iRahmaa NiRraHeem

Assalamo alykum wr wb! 


I hope all of u guys are doing great with Almighty Allahs' blessings, so today I chose the topic of DUA light of Ahadithe- Nabwi Sllal lahu Alihi wa AAlihi wa salim..
I chose this topic because after the blessings of being a Muslim we know that the best thing about Islam is u dont have to go to church to a priest for a confession or to a mandir and pundit and do pooja to ask something instead we can say whatever we have to in form of DUA , to directly the most Rewarding and Benficial Almighty Allah, whether its a confession of a sin comitted in any phase of life or its a Dua for our health, prosperity or job or for the wedding of A daughter. Another important aspect of DUA is ,what is the best way of asking from Allah, how do we do according to a Mustahib way that it should get heared...and then.. obiviously get approved. What are the best timings of dua ,and finally what should be asked for in DUAS.

Starting from the way of making a DUA. According to a Shih hadith by Tirmidi Prophet Muhammad SAWS said to a man who was hurrying after offering his prayers in making a Dua "TUM NE DUA MEIN JALDI KI ..JAB NAMAZ PERH CHUKO OR DUA KE LIYE BETHO TO ALLAH KI SHAAYANE SHAAN HUMD-O SANA KERO PHIR MUJH PER DUROOD BHEJO PHIR APNEY LIYE DUA KERO"Rawahu Tirmidi

Another Shih Hdith BY HAKIM says that one should admit his sins and show repentance over his bad deeds and sins while asking anything in a DUA....
Prohet Muhammad Sllal lahu Alihi wa AAlihi wa salim said " JUB BANDA KEHTA HAI TERY SIWA KOI ILLAH NHIN MAIN NE APNE UPER BOHAT ZULM KIA HAI MERY GUNAH MOAF FARMA ..TERE SIWA KOI GUNAH MOAF KERNE WALA NHIN..TO YEH BAAT ALLAH KO BOHAT ACHI LAGTI HAI OR ALLAH FARMATA HAI KE MERA BUNDAA JANTA HAI KE US KA EK RUB HAI JO MOAF BHI KERTA HAI ,SAZA BHI DETA HAI."
by the other ahadithi's references we also conclude that its ok to repeat DUA 3 times and while making a Dua one should ask from Allah whatever he wants for himself first then for anyone else ....Shih riwayah by TIRMIDI. After prayers Nabi Kreem Sllal lahu Alihi wa AAlihi wa salim.. used to say this dua
"ALLAHUMMA INNI AOOZUBIKA MIN AZAABIL QABRI WA AAOZUBIKA MINUL FITNATIL MASSEHIIDAJJALI WA AAOZUBIKA MIN FITNATIL MAHYA WUL MUMATI, ALAHUMMA INNI AAOZUBIKA MINUL MA'SAMEE WAL MAGHRUM" 
AYE ALLAH MAIN TEREE PUNAAH MANGTA HOON QABAR KE AZAAB SE, MASEEH DAJJAL KE FITNE SE, MOT O HYAAT KI AZMAISH SE GUNAHON OR QARZ KE BOJH SE... Rawaahul Muslim.
In these days of materialism mankind is so deviated from the right paths and always bad comes first when we start expecting others to do things the way we want them to do,...expectation for even the tinest thing should be only from Allah. Only He should be asked for every single thing no matter how small the thing may be only should be asked by Allah as Hadith narrates that Muhammad Sllal lahu Alihi wa AAlihi wa salim.. said each one of u should ask for everything only from Allah even if the shoe lace is broken that should be asked from HIM too.... Hasan Tirmidi.

Proven by the different combined authentic ahaadith I have concluded a list of the times that a DUA should be made.

1. Raat ke akhri hisse main dua qubool hoti hai... Shih Tirmidi
2. Azaan or Aqamut ke darmiyaan dua qubool hoti hai...Shih Tirmidi
3. Juma ke din kisi ek ghari mein dua quool hoti hai.... Rawahu Bukhari
4. Azaan ke baad or jab laraii ke waqt lashkar ek doosre se takrate hain tab dua rud nhin hoti hai.. Shih Abu-Dawud
5. Barish ke waqt dua qubool hoti hai... Shih Hakim
6. Uome Urafah ke din yaani 9 Zulhajj ko dua qubool hoti hai....Hasan Tirmidi
7. Tauba kerne wale ki dua Raat ya Dinn ki her ghree main qubool hoti hai....Muslim
8. Zumzum peene se pehle ki gyee dua qubool hoti hai....Shih Ibn Maja


Now another concluded list of those people whose prayes get heard...
1. Muzloom ki dua
2. Musaafir ki dua
3. Baap ki dua betay ke haq mein
4. Ghaazi ki dua
5. Huj or umra kerne wale ki dua
6. Naik ulaad ki dua walden ke haq mein
7. Roze daar ki dua
8. Beemaar ki dua
9. Bhai ke apne bhai ke liye ghaibana dua

References by Hssan Ibne Majja,Shih Rawahu.Ahamad, Shih Behaqqi.

Plz guys note that here I dont mean to say in any means that the rest of the people that are not included in the above list their duas dont get heard, its just that Ahadith tell the names and kinds of people whose prayers are more readily heard ...again its just my point of view ....biggest proof is Quran that says..."UDOONI ASTAJIB LAKUM"
"you call me I'll answer your dua"

Now I m going to mention the list where ahadith tell us about those people whose prayers are not heard by Allah.
1. Rizqe haram khane wale ki dua
2. Qata-y rehmi kerna yaani rishte daron se taluq khatam kerne wala uski dua qubool nhin hoti hai
3. Zaani ki dua
4. Zabardasti tax wusool kerne wale ki dua
5. Amar bil Marroof wa Nahi anil Munkir ka kaam na kerne wale ki dua qubool nhin hoti yaani jo admi doosron ko achey kaam ka hukam or burai se bechne ki talqeen na kre uski dua.
6. Ghaflat or bedihaani se ki gyee dua
References by Muslim Tibraani, Tirmidi

      guys  I pray from the bottom of my heart that Allah SWT make us one of those whose DUAS are heared by HIM and not one of those unlucky ones whom He doesnt hear. AAmeen 
In the end I would do like to mention that According to a famous Hadith by Ahmad there are 3 forms of DUAS to get haered.
1. Dua uski usi trah qubool hojaati hai.
2. Ya mangne wale ki dua ko akhirat ke liye zakheera ker liya jata hai.
WA AKHIRU DA'WANA ANIL HUMDOO LILAHI RAUBIL AALAMEEN
3. Ya us dua ke brabar uski musibat taal di jaati hai.

I hope that my little effort be fruitful to all of u I ''l end all of this by saying keep me in uor duas always, jzk

Jumaa ki namaz ko 3 tarah le log aatey hain

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hadith: Jumaa ki namaz ko 3 tarah le log aatey hain
(Three types of people attend Friday prayer)

Abdullah ibn Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jumaa mein 3 tarah ke log aatey hain, ek to wo jo waha aakar behuda baat karey, uska hissa yahi hai (yani usko kuch sawab na milega) aur dusra wo hai jo wahan aakar Allah Subhanahu se Dua karey agar Allah chahega to uski Dua Qubul karega aur chahega to nahi karega, aur teesra wo hai jo wahan aakar khamoshi se baith jaye na logon ki gardanein faand kar (over the neck) aagey badey aur na kisi ko takleef pahuchaye to uska ye amal is jumaa se lekar agli jumaa tak bulki aur teen deen ziyada tak ke liye gunaahon ka kaffara ban jayega, kyunki Allah subhanahu ka irshaad hai ki jo shaksh ek neki karta hai usko 10 gunaa sawab milega
Sunan Abu Dawud, 1101
---------------------------------------------------
Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As: The Prophet (peace_be_upon_him) said: Three types of people attend Friday prayer; One is present in a frivolous way and that is all he gets from it; another comes with a supplication, Allah may grant or refuse his request as He wishes; another is present silently and quietly with-out stepping over a Muslim or annoying anyone, and that is an atonement for his sins till the next Friday and three days more, the reason being that Allah, the Exalted, says: "He who does a good deed will have ten times as much" .
Sunan Abu Dawud, Book 3, 1108

Dil me Ghar kar Jane Wali Batain

----------------------{ Dil me Ghar kar Jane Wali Batain }----------------

• Agr tum hanste ho to sari duniya tumhare sath hanse gi, lekin rote waqt tumhen akele rona padega.
• Lakhon ko dost banana koi badi baat nahi, badi baat ye hai k aik aisa dost banao jo tumhara us waqt sath de, jab lakho tumhare mukhalif hon.
• Gunah se bachne ka aasan tareen hul ye hai k Gunahon ko talte raho gunah ...se bache rahoge aise hi jaise naiki ko talte ho.
• Kisi ko ilzam dete waqt apne gireban me jhaank lena chahiye.
• Kabhi kisi ka dil mat dukhao kyun k muaafi mang lene k bawajood use dukh zaroor rahega Jaise diwar me lage keel ko nikaalne k bawajood Nishan rah jata hai.
• Koi tumhara dil dukhaye to naraz mat hona, kyun k Qudrat ka qanoon hai jis darakht ka phal zyada mitha hota hai log patthar bhi usi ko marte hai.
• Dushmano k darmiyan aise raho jaise aik (1) zaban battees (32) danton k darmiyan rahti hai, milti sab se hai dabti kisi se nahi.

ALLAH ka shukr ada krte the,

KAL log Namak or Daal kha k ALLAH ka shukr ada krte the,
AAJ Biryani or Matan kha k kehte hain Maza nahi aya

KAL Izzat daar aurat PARDAH kerti thee
AAJ pardah kerne wali ko beizzat kiya jata hai

KAL khare ho k Khana bura smjha jata tha,
AAJ High society k adaab smjha jata hai

KAL Logon me Pyar tha,
AAJ Nafrat karte hain kabhi firqon k naam par tou kabhi scholars ki qatir

KAL Log Sunnato ko phelate the,
AAJ Fashion ko.

KAL bacche waldein k samne TEZ awaaz mein nahi bolte they
AAJ zabaan ki TEZI badon par azmate hain

KAL ZINA ko badtareen samjha jata thaa
AAJ love, romance & living relationship kaha jata hai

KAL qaandan walon k saath waqt bitane mein maza tha
AAJ qandan walo k liye waqt hi nahi

KAL baccha maa ki goad mein araam pata thaa
AAJ internet pe games khelne mein !!!


SONCHIYE IS AAJ AUR KAL K SAFER MEIN HUMNE KIYA KHOYA AUR KIYA PAYA !!

ZAMANE KO BADAL NAHI SAKTEY PAR KHUDKO BADLA JASAKTA HAI BAHTARI K LIYE !!

AUR BAHTAREEN TARIQA SIRF EK HI HAI QURAN & SUNNATH PAR AMAL KERNA !

Jab koi shaksh marta hai

Hadith: Jab koi shaksh marta hai to subah aur sham dono waqt uska thikana usey dikhlaya jata hai
( When anyone of you dies, he will be shown his destination both in the morning and in the evening)

Hazrat Abdullah bin umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab koi shaksh marta hai to subah aur sham dono waqt uska thikana usey dikhlaya jata hai agar wo jannati hai to jannat mein dikhaya jayega aur dojakhi hai to dojakh mein dikhay jayega.
Sahih Bukhari, 3240

Eng Transaltion:
Narrated Abdullah bin 'Umar Radiallahu anhu Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, When anyone of you dies, he will be shown his destination both in the morning and in the evening, and if he belongs to the people of Paradise, he will be shown his place in Paradise, and if he is from the people of Hell, he will be shown his place in Hell.
Sahih Bukhari, Book 54, No. 463: 

Gunaah

Logon ke saamne se to hum bachkar gunah karrahe hai duniya aur sharmmindgi ke dar se,Tanhai main bhi Gunaah karne se bacho, kyunki iska Gawah khud Allah Rabbul Aalameen hota hai...beshak woh hume khoob dekh raha hai

Jo banda apne Rab ke paas gunaah-gaar bankar aaega to uske liye dozakh hai,jis main na marenge aur na jiyenge,
Aur jo Banda uske paas momeen hokar aayega,aur ache kaam kiye honge to unke liye bade bade darjaat honge
Yaani hamesha ki jannat hogi ,jis ke niche nehren beh rahi hogi,woh hamesha in main rahenge aur yeh badla uska hai jo paak huwa
Sureh Ta Ha Aayat no:74,75,76

Aur humne har insaan ka Aamaal uske gale ka haar bana kar rakha hai aur qayaamat ke din hum uska Aamal naama uske waaste nikaal kar uske saamne kardenge jisko woh khula huwa dekhlenga ,apna Aamal naama khud padle aur aaj tu khud apna aaphi muhaasib kaafi hai
parah-15,Sureh-Bani isreal aayat no.13,14

Jo log yeh pasand karte hai ke be-hayaee momeen main khoob phaile to unko duniya aur aakhirat main dukh dene waala azaab hoga aur Allah (khoob) jaanta hai aur tum nahi jaante
Sureh Noor Aayat no :19

Aur jo tauba karle aur Imaan le aaye,aur ache kaam kiye,phir seedhe raaste par chale,to main usko bakhsh doonga
Sureh TaHA aayat no:82

Jo naik kaam karenge mard ho ya aurat ,ba-shart ye ke momeen ho to hum usko achi zindagi denge aur unke ache aamaal ka unko hisa denge
Sureh Nahl, aayat no.97

Jo log Allah se bina dekhe darte hai to unke liye bakshish aur bada sila hai (sureh Mulk aayat no-12)

Hazrat Umar Radi Allahu anhu Ka jannat mein mahal

*Hazrat Umar Radi Allahu anhu Ka jannat mein mahal*

Hadith:
Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki hum Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath baithey huye they to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mainey khwab mein jannat dekhi mainey usmein ek aurat ko dekha jo ek mahal ke kinarey wudhu kar rahi thi mainey pucha ki ye mahal kiska hai to farishton ne bataya ki ye Umar bin khattab Radiallahu anhu ka mahal hai mujhe unki gairat yaad aayee aur mein wahan se laut aaya ye sun kar umar Radiallahu anhu roye aur kahney lagey ki ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam kya mein aapkey saath bhi gairat karunga ?
Sahih Bukhari, 3242
-------------------------------------------------------------
*Umar Radi Allahu Anhu’s Palace in Paradise
Hadith:
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : While we were in the company of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam, he Sallallahu Alaihi Wasallam said, "While I was asleep, I saw myself in Paradise and there I beheld a woman making ablution beside a palace, I asked, To whom does this palace belong?’They said, To 'Umar bin Al-Khattab.' Then I remembered 'Umar's Ghaira (concerning women), and so I quickly went away from that palace." (When 'Umar heard this from the Prophet), he wept and said, "Do you think it is likely that I feel Ghaira because of you, O Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam?"
Sahih Bukhari, Book 54, No. 465: 

ALLAH taala farmayega dekho kya mere bandey ke pass Nawafil hain

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim 

Hadith : ALLAH taala farmayega dekho kya mere bandey ke pass Nawafil hain

Hazrat tameem dari Radi Allahu anhu se rivayat hai ki ki RASOOLLALLAH sallallahu alaihi wasallam ne farmaya bandey se Qayamat ke Roz sabse pahley (faz) namaz ka hisab hoga agar uski Namazein puri hongi to uskey Nawafil alag se likh diye jayengey aur agar usney namazein puri nahi ki hongi to ALLAH taala apney farishton se farmayega dekho kya mere bandey ke pass Nawafil hain ? to un nawafil ke zariye jo faraaeez usney zaya kar diye unki takmeel kar do phir baqi Aamal ka Hisab bhi isi tarah hoga - 
Sunan Ibn Majah, Volume 1, #1426
--------------------------------------------------------------------
Hadith:ALLAH will say Look and see wheather you find any voluntary (Nawafil) prayer for my slave

It was Narrated from tamim dari may ALLAH be pleased with him that the Prophet Peace be upon him said The first thing for which A person will be brought to a account on the Day of Resurrection will be his prayer (Salah) . If it is complete then the voluntary ( Nawafil) prayer will also be recorded for him (As an increase) If it is not complete then Allah will say to his Angels Look and see wheather you find any voluntary (Nawafil) prayer for my slave and take them to make up what is lacking from his obligatory ( farz) prayers then All his deeds will be recokened in like manner ( Sahih)
Sunan Ibn Majah, Volume 1, #1426

Imaan wala honey ke liye Chaar cheezon par Imaan lana jaruri hai

BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM 

Hadith: Imaan wala honey ke liye Chaar cheezon par Imaan lana jaruri hai

Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya banda tab tak imaan wala nahi ho sakta jab tak wo chaar cheezon par imaan na le aaye 
ALLAH wahdahu lasharik par, ( yani ALLAH ek hai aur uskey siwa koi maabud nahi),
Mere Rasool honey par,
Maut ke baad zinda honey par aur
Taqdeer par
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 81

Narrated Ali may ALLAH be pleased with him The Messenger of ALLAH Peace be upon him said: 'No slave truly believes until he believes in four things:
in ALLAH alone with no partner;
that I am the Messenger of ALLAH;
in the resurrection after death;
and in the Divine Decree (Qadar). (Hasan)
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 81
 

Jab Tu Paida Hua Kitna Majboor Tha

Jab Tu Paida Hua Kitna Majboor Tha
... Yeh Jahan Teri Sochon Se Bhi Door Tha.

... Haath Paon Bhi Tab Tere Apne Na The,
Teri Aankhoon Mein Duniya Ke Sapne Na The.

Tujh Ko Aata Sirf Rona Hi Tha,
Doodh Pee Ke Kaam Tera Sona Hi THa.

TUjh Ko Chalna Sikhaya Tha Maa Ne Teri,
Tujh Ko Dil Mein Basaya Tha Maa Ne Teri.

Maa Ke Saaye Mein Parwan Chadhne Laga,
Waqt Ke Saath Qad Tera Badhne Laga.

Aahista Aahista Tu Kadiyal Jawaan Ho Gaya,
Tujh Pe Sara Jahaan Mehrbaan Ho Gaya.

Zor Bazoo Pe Tu Baat Karne Laga,
Khud Hi Sajne Laga Khud Hi Sawarne Laga.

Aik Din Ik Haseena Tujhe Bhaa Gayee,
Ban Ke Dulhan Woh Tere Ghar Aa Gayee.

Farz se Apne Tu Door Hone Laga,
Beenj Nafrat Ka Khud Hi Tu Bone Laga.

Phir Tu Maa Baap Ko Bhi Bhoolne Laga,
Teer Baaton phir Tu Chalane Laga.

Baat Be Baat Unn Se Tu Ladne Laga,
Qaida Ik Naya Tu Phir Padhne Laga.

Yaad Kar Tujh Se Maa Ne Kaha Ik Din,
Abb Hamara Guzara Nahein Tere Bin.

Sunn Ke Yeh Baat Tu Tesh Mein Aagaya,
Tera Ghussa Teri Aqal Ko Kha Gaya.

Josh Mein Aake Tu Ne Yeh Maa Se Kaha,
Mein Tha Khamosh Sab Dekhta Hi Raha.

Aaj Kehta Hoon Peechha Mera Chhod Do,
Jo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tod Do.

Jaao Jaa Ke Kahein Kaam Dhanda Karo,
Log Marte Hein Tum Bhi Kahein Jaa Maro.

Baitth Kar Aahein Bharte The Woh Raat Bhar,
Unki Aahoon Ka Tujh Par Hua Naa Asar.

Ek Din Baap Tera Chala Rooth Kar,
Kese Bikhri Thi Phir Teri Maan Toot Kar.

Phir Woh Be Bas Achal Ko Bhulaati Rahi,
Zindagi Usko Har Roz Sataati Rahi.

Ek Din Mout Ko Bhi Taras Aagaya,
Uska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha Gaya.

Ashk Aankhoon Mein The Woh Rawana Huee,
Mout Ki Ek Hichki Bahana Huee.

Ik Sukoon Uske Chehre Pe Chhane Laga,
Phir Tu Mayyat Ko Uski Sajaane Laga.

Muddatain Ho Gaey Aaj Budha Hai Tu,
Jo Pada Tooti Khatiya Pe Kora Hai Tu .

Tere Bache Bhi Ab Tujh Se darte Nahein
Nafratein Hain ..Mohabbat Woh Karte Nahein.

Dard Mein Tu Pukare O MERI MAA,
TERE DAM SE ROSHAN THE DONO JAHAN.

Waqt Chalta Rahe Waqt Rukta Nahein,
Toot Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta Nahein.

Ban Ke Ibrat Ka Tu Ab Nishan Reh Gaya,
Dhonde Zor Tera Kahan Reh Gaya.

Tu Ehkam-E-Rabbi Bhulata Raha
Apne Maa Baap Ko Tu Satata Raha

Kaat Le Tu Wohi Tu Ne Boya Tha Jo,
Tujh Ko Kaise Mile Tu Ne Khoya Tha Jo.

Yaad Kar Ke Guzra Dour Tu Rone Laga,
Kal Jo Tu Ne Kiya Aaj Hone Laga.

Mout Maange Tujhe Mout Aati Nahein,
Man Ki Saarat Nigahoon Se Jati Nahein.

Tu Jo Khaanse To Aulad Dante Tujhe,
Tu Hai Nasoor Sukh Koun Baante Tujhe.

Maut Ayegi Tujh Ko Magar Waqt Par,
Ban Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt Par.

KADAR MAA BAAP KI AGAR KOI JAAN LE,
APNI JANNAT KO DUNIYA MEIN PEHCHAN LE.

Aur Leta Rahe Woh Badhon Ki Dua,
Us Ke Dono Jahan... Uska Ka Haami KHUDA.

Ghulam Musalman ko Aazd karwaney ka sawab

Bismillah irrahman Nirrahim


Hadith: Ghulam Musalman ko Aazd karwaney ka sawab
(Reward to manumits (free from slavery ) a Muslim slave )
Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jisney kisi Ghulam Musalman ko Aazad kiya to Allah Subhanahu uskey ek ek tukdey ke badley Aazad karney waley ka Ek tukda jahannam se Aazad karega yahan ki Ghulam ki sharmgaah ke badley Aazad karney waley ki Sharmgaah bhi jahannam se Aazad kar di jayegi
Sahih Bukhari, Vol 8, 6715
Abu Musa Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qaidiyon ( captives) ko aazad karwaya karo, bhukey ko khilaya karo aur Beemar ki ayadat kiya karo.
Sahih Bukhari, vol 4, 3046
-----------------------------------------------
English Translation: 
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If somebody manumits (free from slavery ) a Muslim slave, Allah will save from the Fire every part of his body for freeing the corresponding parts of the slave's body, even his private parts will be saved from the Fire) because of freeing the slave's private parts.
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 79, Number 706
Narrated Abu Musa Radiallahu anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Free the captives, feed the hungry and pay a visit to the sick." 
Sahih Bukhari, Book 52, No. 282

Achcha khwab Allah taala ki taraf se hota hai aur bura khawab shaitan ki taraf se

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Hadith: Achcha khwab Allah taala ki taraf se hota hai aur bura khawab shaitan ki taraf se

Abu Qatada Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya beshaq achcha khwab Allah taala ki taraf se hota hai aur bura khwab shaitan ki taraf se hota hai isliye jab tum mein se koi shaksh aisa khwab dekhey jo bura ho to , 3 baar bahine taraf (left side) thu thu karey aur us khwab ki buraii se allah ki panaah mangey is tarah us khwab ka usey koi nuksaan nahi hoga, Abu salma ne kaha ki kuch khwab mujh par pahaad se bhi ziyada bhari hotey they lekin jabse mainey ye Hadith suni us par amal karney laga , ab mujhe koi parwah nahi hoti.
Sahih Muslim, 5747
------------------------------------------------------

Narrated Abu Qatada Radi Allahu Anhu : I heard the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam saying, "A good dream is from Allah, and a bad dream is from Satan. So if anyone of you sees (in a dream) something he dislikes, when he gets up he should blow thrice (on his left side) and seek refuge with Allah from its evil for then it will not harm him."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 71, No. 643
 

Another day passes and the whole universe belongs to Allah. Allah I ask for you to keep my family and I safe.To bless us.To keep our love strong.Ameen.

Huzoor Mufti E Azam E Hind


chand ko dekhtey ho

BISMILLAH-IRRAHMAN-NIRRAHIM

Hadith: Tum Apney RAB ko is tarah dekhogey jis tarah tum us chand ko dekhtey ho

Jarer bin Abdullah Radi Allahu anhu farmatey hain ki RASOOLLALLAHsallallahu alaihi wasallam ke pass baithey they Aapney chohadwi Raat ke chaand ki taraf dekha aur farmaya ki anqareeb tum Apney RAB ko is tarah dekhogey jis tarah tum us chand ko dekhtey ho ki tumko uskey dekhney mein kisi q..
ism ki Dushwari nahi hoti agar tum taqat rakhtey ho to Suraj Nikalney aur Ghurub honey se pahley Namaz se maghlub na ho jao (yani Namaz parha karo) phir Quran ki ye Aayat parhi وَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ قَبْلَ طُلُوعِ الشَّمْسِ وَقَبْلَ الْغُرُوبِ “Aur paki bayan kijiye Apney RAB ki Hamd ke saath, Aaftab ke Nikalney se pahley aur Ghurub honey se pahley.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 177

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

Hadith: You will see your Lord as you see this moon
Narrated: Jarir bin Abdullah Peace be upon him “We were sitting with the Messenger of ALLAH Peace be upon him He Peace be upon him looked at the moon, which was full, and said, 'Indeed, you will see your Lord as you see this moon. You will not feel the slightest inconvenience and overcrowding in seeing Him. If you have the power not to be overcome and to say this prayer before the sun rises and before it sets, then do that.' Then he recited: “And glorify the praises of your Lord, before the rising of the sun and before (its) setting.”(Qaf 50:39)

Sunan Ibn Majah, Vol1, # 177

NEVER DELETE A HADITH FROM PROPHET MUHAMMED (P.B.U.H) without reading first..

NEVER DELETE A HADITH FROM PROPHET MUHAMMED (P.B.U.H) without reading first..

A Beautiful Hadith 
Rasulullah (Sallallahu alaihe wasallam) said: 'When a man dies and his relatives are busy in funeral, there stands an extremely handsome man by his head. When the dead body is shrouded, that man gets in between the shroud and the chest of the deceased.

When after the burial, the people return home, 2 angels, Munkar and Nakeer(names of two special Angels), come in the grave and try to separate this handsome man so that they may be able to interrogate the dead man in privacy about his faith. But the handsome man says, 'He is my companion, he is my friend. I will not  leave him alone in any case. If you are appointed for interrogation, do your job. I cannot leave him until I get him admitted into Paradise '.

Thereafter he turns to his dead companion and says, 'I am the Qur'an, which you used to read, sometimes in a loud voice and sometimes in a low voice. Do not worry. After the interrogation of Munkar and Naker, you will have no grief.'

When the interrogation is over, the handsome man arranges for him from Al-Mala'ul A'laa (the angels in Heaven) silk bedding filled with musk..

Rasulullah (Sallallahu alaihe wasallam) said: 'On the Day of Judgement, before Allah, no other Intercessor will have a greater status than the Qur'an, neither a Prophet nor an angel.'

Please keep forwarding this 'Hadith' to all ....because

Rasulullah (Sallallahu alaihe wasallam) said:

'Pass on knowledge from me even if it is only one verse'.

May A llah bestow this favour on all of us.


AMEEN

 

Assalamu Alaikum

We 
are praying that the following message in the next seven days would reach at least FIVE MILLION Muslims all over the world, Insha-Allah. Please forward this message TODAY to your friends and relatives and earn abundant Rewards from Allah Subhanahu watala.

SAYINGS (HADITH) OF PROPHET MUHAMMAD (Sallallaahu alaihi wa sallam)

The one who disdains prayers (Salat) will receive Fifteen punishments from
Allah.. 
Six punishments in this lifetime
Three while dying
Three in the grave &
Three on the Day of Judgment.

THE SIX PUNISHMENTS OF LIFE 
:
1. Allah takes away blessings from his age (makes his life misfortunate)
2. Allah does not accept his plea (Dua's)
3. Allah erases the features of good people from his face.
4. He will be detested by all creatures on earth.
5. Allah does not reward him for his good deeds. (No thawab)
6. He will not be included in the Dua's of good people. 

THE THREE PUNISHMENTS WHILE DYING 
:
1. He dies humiliated.
2. He dies hungry.
3. He dies thirsty. Even if he drinks the water of all seas he will still be thirsty. 

THE THREE PUNISHMENTS IN THE GRAVE 
:
1. Allah tightens his grave until his chest ribs come over each other.
2. Allah pours on him fire with embers.
3. Allah sets on him a snake called 'the brave', 'the bold' which hits him from morning until afternoon for leaving Fajr prayer, from the afternoon until Asr for leaving Dhuhr prayer and so on. With each strike he sinks 70 yards under the ground. 

THE THREE PUNISHMENTS ON THE DAY OF JUDGMENT 
:
1. Allah sends who would accompany him to hell pulling him on the face.
2. Allah gives him an angry look that makes the flesh of his face fall down.
3. Allah judges him strictly and orders him to be thrown in hell.
Note: If you get this copy, please make copies of it and distribute them among all Muslims. You will be earning a Reward as well as helping to show your brother the Right Path. May Allah give guidance to all of us.
AAMEEN!!!!!!! 
---------------------------------------------- 

THOSE WHO DO NOT SAY THEIR PRAYERS OF: 
FAJR 
: the glow of their face is taken away. 
ZUHR 
: the blessing of their income is taken away. 
ASR 
: the strength of their body is taken away. 
MAGHRIB 
: they are not benefited by their children. 
'ISHA 
: the peace of their sleep is taken away. 
------------------------------------------------- 

THE HOLY QUR'AN:
'Say Your Prayers Before Prayers For You Are Said'. 

------------------------------------------------- 

BROTHERS AND SISTERS, if you   

1. Let this e-mail sit in your mailbox or delete it, no curse or whatever may happen to you (Insha-Allah)
2. Forward this e-mail to a number of people you know and by the grace of Allah you shall be blessed for each person you forward this email to. 
BROTHERS AND SISTERS, Please do your best!!!   

May the infinite mercies and blessings of almighty Allah be upon us (amin) 

PRAY NOW!! IS THE MESSAGE TO ALL MUSLIMS ITS STILL NOT TOO LATE, DO YOUR WUDU AND HEAD FOR THE NEXT PRAYER WHENEVER IT IS TO PROVE TO YOURSELF THAT YOU FEAR ALLAH
 

 
Thanks & Regards,

Sahih Bukhari, Vol7, 5742

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Mafhum-e-Hadith: Beemar ki Shifa ke liye Dua

Abdul 'Aziz Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main aur Saabit Anas Radi Allahu Anhu ke pass gaye aur Saabit ne kaha oh Abu Hamza main beemar hun, is par Anas Radi Allahu Anhu ne kaha ki kyun na main tum par wo Dua Parhu jo Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam para kartey they ,Saabit na kaha ki haan, to Anas bin malik ne Parha:

اللهم رب الناس، مذهب البأس، اشف أنت الشافي، لا شافي إلا أنت، شفاء لا يغادر سقماً

( Allahumma Rabbin nas adhabal ba'sa, ashfi wa anta shafee, la shifa' illa shifa'uka shifa' la yughadiru saqma )

Eh Allah logon ke Rab , Takleef ko dur karney waley,Shifa ata farma, tu hi shifa dene wala hai , tere siwa koi shifa dene wala nahi hai,aisee shifa ata farma ki beemari bilkul baqi na rahey.
Sahih Bukhari, Vol7, 5742
---------------------------------------------------------

Narrated 'Abdul 'Aziz Radi Allahu Anhu : Thabit and I went to Anas bin Malik. Thabit said, "O Abu Hamza! I am sick." On that Anas said, "Shall I treat you with the Ruqya of Allah's Apostle?" Thabit said, "Yes," Anas recited,
اللهم رب الناس، مذهب البأس، اشف أنت الشافي، لا شافي إلا أنت، شفاء لا يغادر سقماً

"O Allah! The Lord of the people, the Remover of trouble! (Please) cure (Heal) , for You are the Healer. None brings about healing but You; a healing that will leave behind no ailment."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 71, No. 638:
 

Sahih Bukhari, Vol 3, 1903

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith: Allah subhanahu ko jhoot bolney wale logon ke rozey ki koi jarurat nahi

Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya agar koi shaksh (roza rakhkar bhi) jhoot bolna aur dagabazi karna na chorey to Allah subhanahu ko uski koi jarurat nahi ki wo apna khana peena chor de
... Sahih Bukhari, Vol 3, 1903
------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi Allaho Anho : The Prophet Sallallaho alaihey wasallam said, "Whoever does not give up forged speech and evil actions, Allah is not in need of his leaving his food and drink (i.e. Allah will not accept his fasting.)"
Sahih Bukhari, Book 31, Number 127:

No Matter How Noble Our Intentions Are, The World Judges Us By Our Presentations.....,And No Matter How Perfect Are Presentations Allah  Judges Us By Our Intentions (Y)

O Allah! I seek Refuge with Your Perfect Words from everY devil and from poisonous pests and from everY evil, harmful, envious eYe.(Y)

Thanks & Regards,

Sahih Bukhari, Vol2,1433

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Mafhum-e-Hadith: Khairat na deney se Rizq rok diya jata hai

Asma Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Khairat ko mat Roko warna tumhara Rizq bhi Rok diya jayega
... Sahih Bukhari, Vol2,1433
------------------------------------------------------

Narrated Asma Radi Allahu Anha: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said to me, "Do not withhold your money, (for if you did so) Allah would with-hold His blessings from you."
Sahih Bukhari, Vol2, Book 24, Number 513

Recommended Dua’s for 21st, 23rd, 25th, 27th, and 29th of Ramadan

Recommended Dua’s for 21st, 23rd, 25th, 27th, and 29th of Ramadan:

If you can’t perform all these payers in the given nights, just perform the ones you are capable of,
OR any other form of Ibadah that is easy for you.
21st Night of Ramadan
Pray 4 cycles (raka’t) of ritual prayer - 2 sets of 2 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA (Alhamdu…) once,  Surah QADR (Inna Anzalna…) once,  Surah IKHLAS (Qul Huwal Lahu…) once.   After completion of the 4 raka’ts recite:
Ø  Surah QADR 21 times. 
Ø  Durood seventy (70) times, you can choose any Durood (e.g. Allahuma SalleAllah...)
Ø  Recite  Qadr Dua One 70 times.

23rd Night of Ramadan
Pray 4 cycles of ritual prayer - 2 sets of 2 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR once,  Surah IKHLAS  3 times
Ø  Pray 8 cycles of ritual prayer -  4 sets of 2 raka’t each. In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR once,  Surah IKHLAS once
Ø  After completion of the Salah,  recite the third kalima (Kalima Tamjeed) 70 times.:

25th Night of Ramadan
Pray 4 cycles of ritual prayer - 2 sets of 2 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR once,  Surah IKHLAS   5 times
Ø  After completion of the Salat recite the first Kalima, 100 times: 
Ø  Pray 2 cycles of ritual prayer - In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR once,  Surah IKHLAS   15 times
Ø   After the Salat, recite the second Kalima 70 times , then Recite Surah Dukhan once. 
Ø  Recite Surah Fath 7 times.

27th Night of Ramadan
Pray 12 cycles of ritual prayer - 3 sets of 4 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once, Surah QADR once,  Surah IKHLAS  15 times.
Ø  After the Salat, recite any Astaghfar 70 times. Astaghfar-ul-Allah, or  
Ø  Pray 2 cycles of ritual prayer.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR 3 times,  Surah IKHLAS  27 times
Ø  Pray 4 cycles of ritual prayer - 2 sets of 2 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah TAKAASUR once,  Surah IKHLAS 3 times
Surah TAKAASUR:
Pray 2 cycles of ritual prayer.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah IKHLAS  7 times, After salah recite this 70 times:      Qadr Dua One

29th Night of Ramadan
Pray 4 cycles of ritual prayer - 2 sets of 2 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR once,  Surah IKHLAS 3 times
Ø  After salah recite Surah  ALAM’NASHRAH  70 times.
Ø  Pray 4 cycles of ritual prayer - 2 sets of 2 raka't each.  In each raka't read:
Ø  Surah FATIHA once,  Surah QADR once,  Surah IKHLAS 5 times
Ø  After salah, recite SALAAT-O-SALAAM (any Durood) 100 times.

Dua for other nights of Ramadan:
-          In any night of RAMAZAN, after Taraavih prayer, recite Surah QADR seven times.
-          Recite    

ALWAYS REMEMBER OUR UMMAH IN YOUR DUAA SPECIALLY THOSE WHO ARE HAVING HARD TIME